Jo Hum Pe Guzarti Hai Lyrics, Singer & Song Details

Mohabbat Isko Kahete Hai 1965 album cover

Mohabbat Isko Kahete Hai 1965 Album Details

Akhtar Mirza
Mohammed Zahur Khayyam
Majrooh Sultanpuri
Nanda, Shashi Kapoor, Ramesh Deo

album songs
Jo Hum Pe Guzarti Hai
Singer : Suman Kalyanpur

Jo Hum Pe Guzarti Hai Lyrics

Song Title = Jo Hum Pe Guzarti Hai
Movie/Album = Mohabbat Isko Kahete Hai (1965)
Singers = Suman Kalyanpur
Song Lyricists = Majrooh Sultanpuri
Music Composer = Mohammed Zahur Khayyam
Director = Akhtar Mirza

Mp3 Song Lyrics

((Jo hum pe gujarti hai tanha kise samjhaye
Tanha kise samjhaye
Tum bhi to nahi milte jaye to kidhar jaye
Jaye to kidhar jaye

Samjha hai na samjhega is gum ko yaha koi
Bedardo ki basti hai hamdard kaha koi
Jo sirf tumhara hai wo dil kise dikhlaye
Wo dil kise dikhlaye
Jo hum pe gujarti hai tanha kise samjhaye
Tanha kise samjhaye

Jab jane wafa teri kurbat na sayegi
Wo subah kab aayegi wo sham kab aayegi
Kab tak dile nadan ko un wado se bahlaye
Un wado se bahlaye
Tum bhi to nahi milte jaye to kidhar jaye
Jaye to kidhar jaye

Aaja ke mohabbat ke mitne ko hai taswire
Aaja ke mohabbat ke mitne ko hai taswire
Pahre hai nigaho pe arman janjire
Bas mein nahi warna hum uud ke chale aaye
Mud ke chale aaye
Bas mein nahi warna hum uud ke chale aaye
Uud ke chale aaye
Jo hum pe gujarti hai tanha kise samjhaye
Tanha kise samjhaye...))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Jo Hum Pe Guzarti Hai

Jo Hum Pe Guzarti Hai is a song from Mohabbat Isko Kahete Hai 1965. It is sung by Suman Kalyanpur. Lyrics are credited to Majrooh Sultanpuri. Music information: Mohammed Zahur Khayyam. Read the lyrics above and view the Mohabbat Isko Kahete Hai 1965 album song list for more songs and album details.