Jo Chham Se Nikal Gayee Lyrics, Singer & Song Details

Inaam Dus Hazaar 1987 album cover

Inaam Dus Hazaar 1987 Album Details

Jyotin Goel
Rahul Dev Burman
Majrooh Sultanpuri
Sanjay Dutt, Meenakshi Sheshadri, Amrish Puri

album songs
Jo Chham Se Nikal Gayee
Singer : Asha Bhosle

Jo Chham Se Nikal Gayee Lyrics

Song Lyrics Title = Jo Chham Se Nikal Gayee
Song Lyrics Movie = Inaam Dus Hazaar (1987)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Majrooh Sultanpuri
Music Composer = Rahul Dev Burman
Director = Jyotin Goel
Music Label = T-Series

Mp3 Song Lyrics

((Jo chham se nikal gayi raat
Jo chham se nikal gayi raat, nahi phir

aanewaali
Ik raat ki saari baat kahe

samjhaanewaali
Jo chham se nikal gayi raat, nahi phir

aanewaali
Ik raat ki saari baat kahe

samjhaanewaali
Yeh gayi toh gayi phir nahi aanewaali
Jo chham se nikal gayi raat, nahi phir

aanewaali
Ik raat ki saari baat kahe

samjhaanewaali

Haan aaj toh baaji hogi lagaani
Haan aaj toh baaji hogi lagaani, kehati

hoon main yeh pukaar
Daam toh hoga tujhako lagaana daulat ho

chaahe pyaar
Aa idhar tujhase yeh yeh najar hai

sawaali
Jo chham se nikal gayi raat
Jo chham se nikal gayi raat, nahi phir

aanewaali
Ik raat ki saari baat kahe

samjhaanewaali

Ho kaun hai asali kaun hai nakali
Ho kaun hai asali kaun hai nakali, teri

najar jaane
Shakl kisiki chhup na sakegi dil se jo

pehchaane
Laakh parde mein bhi hai najar aanewaali
Jo chham se nikal gayi raat
Jo chham se nikal gayi raat, nahi phir

aanewaali
Ik raat ki saari baat kahe

samjhaanewaali

Ho jaan liya toh phir yeh kadam kyun

Ho jaan liya toh phir yeh kadam kyun,

kis liye roka hai
Jo bhi karana kar le meri jaan aakhir

mauka hai
Jaanemann yeh ghadi pal mein hai

jaanewaali
Jo chham se nikal gayi raat
Jo chham se nikal gayi raat, nahi phir

aanewaali
Ik raat ki saari baat kahe

samjhaanewaali
Yeh gayi toh gayi phir nahi aanewaali
Jo chham se nikal gayi raat nahi phir

aanewaali
Nahi phir aanewaali, nahi phir

aanewaali..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Jo Chham Se Nikal Gayee

Jo Chham Se Nikal Gayee is a song from Inaam Dus Hazaar 1987. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Majrooh Sultanpuri. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Inaam Dus Hazaar 1987 album song list for more songs and album details.