Jo Beet Gaya So Beet Lyrics, Singer & Song Details

Swayam Siddha 1949 album cover

Swayam Siddha 1949 Album Details

None
Praful Chaudhary
Bhavani Prasad Mishra
Samar Roy, Shanta Apte, Molina

album songs
Jo Beet Gaya So Beet
Singer : Talat Mahmood

Jo Beet Gaya So Beet Lyrics

Song Title = Jo Beet Gaya So Beet
Movie/album = Swayam Siddha (1949)
Singers = Talat Mahmood
Song Lyricists = Bhavani Prasad Mishra
Music Director = Praful Chaudhary

Mp3 Song Lyrics

((Jo beet gaya so beet gaya
Sathi yeh bada zamana hai
Is nayi subah mein suraj ne
Kuch dhunda naya tarana hai

Chalne ki ghadi pukar uthi
Jiske do paav chala aaye
Hum to is bar bina soche
Hum to is bar bina soche
Apna ghar bar jala aaye
Jine ka raaz chale chalna
Duniya mein humne jana hai
Is nayi subah mein suraj ne
Kuch dhunda naya tarana hai

Hasi aur seeta savitri
Isi desh ki bhamaye
Jisne gun ki aaj talak bhi
Mahek rahi hai malaye
Mahek rahi hai malaye
Tara durgavati aur
Jhansi ki rani ki bahno
Utho aaj tut pado
Samay aaya hai kesariya behno
Unki kar jhankar
Naye dhang se phir tumhe jagana hai
Is nayi subah mein suraj ne
Kuch dhunda naya tarana hai
Jo beet gaya so beet gaya
Sathi yeh bada zamana hai
Is nayi subah mein suraj ne
Kuch dhunda naya tarana hai..))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Jo Beet Gaya So Beet

Jo Beet Gaya So Beet is a song from Swayam Siddha 1949. It is sung by Talat Mahmood. Lyrics are credited to Bhavani Prasad Mishra. Music information: Praful Chaudhary. Read the lyrics above and view the Swayam Siddha 1949 album song list for more songs and album details.