Jiye Tumharo Laalna Lyrics, Singer & Song Details

Rakhi Aur Hathkadi 1972 album cover

Rakhi Aur Hathkadi 1972 Album Details

S M Sagar
Rahul Dev Burman
Majrooh Sultanpuri
Ashok Kumar, Asha Parekh, Vijay Arora

album songs
Jiye Tumharo Laalna
Singer : Asha Bhosle

Jiye Tumharo Laalna Lyrics

Song Title = Jiye Tumharo Laalna
Movie/album = Rakhi Aur Hathkadi (1972)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Majrooh Sultanpuri
Music Director = Rahul Dev Burman
Director = S.M. Sagar

Mp3 Song Lyrics

((Jiye tumharo lalna
Jiye tumharo lalna
Dole ho mero man ka palna
Jiye tumharo lalna
Dole ho mero man ka palna
Jiye o lalna, jiye tumharo lalna
Dole ho mero man ka palna

Chhoti si bada koi girata sambhalta
Suraj tumharo roshan kare naam kul ka
Jhukte gagan chume sada
Jhukte gagan chume sada
Yahih dware angana
Jiye tumharo jiye tumharo
Jiye tumharo lalna
Dole ho mero man ka palna
Jiye tumharo lalna
Dole ho mero man ka palna
Jiye tumharo lalna
Dole ho

Palna mein chand jaise jhule albela
Bahut na dekho kaise rang hoga maila
Lekar jara mero aachra
Lekar jara mero aachra
Koi lal do na
Jiye tumharo jiye tumharo
Jiye tumharo lalna
Dole ho mero man ka palna

Rupiya asrafi to sab hi lutaye
Aachal main bharke layi
Main to duaye, lage ise mero umar
Lage ise mero umar
Jiye tumharo sona
Jiye tumharo jiye tumharo
Jiye tumharo lalna
Dole ho mero man ka palna..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Jiye Tumharo Laalna

Jiye Tumharo Laalna is a song from Rakhi Aur Hathkadi 1972. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Majrooh Sultanpuri. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Rakhi Aur Hathkadi 1972 album song list for more songs and album details.