Jiya Bechain Mera Din Rain Lyrics, Singer & Song Details

Sheesha 1952 album cover

Sheesha 1952 Album Details

Shaheed Latif
Ghulam Mohammad
Shakeel Badayuni
Amar, Cuckoo, Bimla Kumari

album songs
Jiya Bechain Mera Din Rain
Singer : Shamshad Begum

Jiya Bechain Mera Din Rain Lyrics

Song Title = Jiya Bechain Mera Din Rain
Movie/album = Sheesha (1952)
Singers = Shamshad Begum
Song Lyricists = Shakeel Badayuni
Music Director = Ghulam Mohammad
Director =Shaheed Latif

Mp3 Song Lyrics

((Jiya bechain
Mera din rain
Kahoon kya laage
Kahoon kya laage
Kahaan morey nain
Kahoon kya laage
Kahaan morey nain
Jiya bechain

Kisi ke pyaar ko
Dil mein chhupaye baithhe hain
Nazar ke teer kaleje pe
Khaaye baithhe hain
Dil ka haal, ho
Dil ka haal kahaa na jaaye
Kahe bin hamko rahaa na jaaye
Jiya bechain

Khushi ka din hai magar
Dil ko chain aaj nahin
Ho o o
Milaa hai dard wo
Jiska koi ilaaz nahin
Naina bhed, ho
Naina bhed chhupa na paaye
Kabhi ghabraaye
Kabhi sharmaaye
Jiya bechain

Chaman hamaari ummeedon ka
Jal na jaaye kahin
Hawaa badalte hi kismat
Badal na jaaye kahin
Ho ho ho
Ho ho karke pyaar
Ho karke pyaar
Na main bach jaaun
Kahin barbaad na main ho jaun
Jiya bechain
Mera din rain
Kahoon kya laage
Kahoon kya laage
Kahaan morey nain
Kahoon kya laage
Kahaan morey nain
Jiya bechain...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Jiya Bechain Mera Din Rain

Jiya Bechain Mera Din Rain is a song from Sheesha 1952. It is sung by Shamshad Begum. Lyrics are credited to Shakeel Badayuni. Music information: Ghulam Mohammad. Read the lyrics above and view the Sheesha 1952 album song list for more songs and album details.