Jiska Mujhe Tha Intezar Lyrics, Singer & Song Details

Don 1978 album cover

Don 1978 Album Details

Chandra Barot
Anandji, Kalyanji
Anjaan
Amitabh Bachchan, Zeenat Aman, Pran

album songs
Jiska Mujhe Tha Intezar
Singer : Kishore Kumar, Lata Mangeshkar

Jiska Mujhe Tha Intezar Lyrics

Song Lyrics Title = Jiska Mujhe Tha Intezaar
Song Lyrics Movie = Don (1978)
Singers = Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Anjaan
Music Composer = Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Director = Chandra Barot
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Jis ka mujhe tha intezaar
Jis ke liye dil tha beqaraar
Voh ghadi aa gayi, aa gayi
Aaj pyaar mein had se guzar jaana hai
Maar dena hai tujhko ya mar jaana hai
Jis ka mujhe tha intezaar
Jis ke liye dil tha beqaraar
Voh ghadi aa gayi, aa gayi
Aaj pyaar mein had se guzar jaana hai
Maar dena hai tujhko ya mar jaana hai

Mujhpe jo guzri tu kya jaane
Tu kya samjhe, o deewane
Leke rahoongi badna tujhse
Aayi hoon dil ki aag bujhaane
O, kaatil meri nazron se bachke kahan jaayega
Kaatil meri nazron se bachke kahan jaayega
Diya hai jo mujhko, vahi tu mujhse paayega
Voh ghadi aa gayi, aa gayi
Teer banke jigar mein utar jaana hai
Maar dena hai tujhko ya mar jaana hai

Jaadu tera kis pe chala
Hoga kisi din yeh faisla
Voh ghadi aayegi, aayegi
Jaana, tune abhi yeh kahan jaana hai
Kise jeena hai aur kisko mar jaana hai

Hoga tera aashiq zamaana
Auron ka dil hoga tera nishaana
Naaz na kar yun teere nazar pe
Aaye hamein bhi teer chalaana
Jo hai khilaadi unhe khel hum dikhaayenge
Apne hi jaal mein shikaari phas jaayenge
Voh ghadi aayegi, aayegi
Waqt aane pe tujhko yeh samjhaana hai
Kise jeena hai aur kisko mar jaana hai
Kise jeena hai aur kisko mar jaana hai...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Jiska Mujhe Tha Intezar

Jiska Mujhe Tha Intezar is a song from Don 1978. It is sung by Kishore Kumar, Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Anjaan. Music information: Anandji, Kalyanji. Read the lyrics above and view the Don 1978 album song list for more songs and album details.