Jise Yaar Ka Sachcha Pyar Lyrics, Singer & Song Details

Bandi 1957 album cover

Bandi 1957 Album Details

Satyen Bose
Shyamal Mitra
Indeevar
Kishore Kumar, Ashok Kumar, Anoop Kumar

album songs
Jise Yaar Ka Sachcha Pyar
Singer : Kishore Kumar, Sulakshana

Jise Yaar Ka Sachcha Pyar Lyrics

Song Title = Jise Yaar Ka Sachcha Pyar Mile
Song Lyrics Movie = Bandie (1957)
Singers = Kishore Kumar, Sulakshana Pandit
Song Lyricists = Indeevar (Shyamalal Babu Rai)
Music Composer = Shyamal Mitra
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Jise yaar ka sacha pyar mile
Use sare jahan ki daulat kya
Jise yaar ka sacha pyar mile
Use sare jahan ki daulat kya
Teri aankhon mein chamke pyar agar
Heero ki mujhko jarurat kya
Duniya mein jiska mol nahi
Wo kya hai pyar pyar pyar

Tum jo sath ho dil ke paas ho
Har gham hai gawara
Bharti nahi nighah tera
Karke nazaara
Humraj tu mera saaz hai tu
Mere dil ka tu gehna
Hai swarg se pyara mujhe
Teri baho mein rehna
Jab dekhu main tujhko
Lagta hai mujhko
Rab ka hua didar
Jise yaar ka sacha pyar mile
Use sare jahan ki daulat kya
Teri aankhon mein chamke pyar agar
Heero ki mujhko jarurat kya

Tera sahara main ban jau
Mera sahara tu ho
Ang milake aise sang chalu jaise
Phul ke sang khushbu ho
Tera sahara main ban jau
Mera sahara tu ho
Ang milake aise sang chalu jaise
Phul ke sang khushbu ho
Tum jaise rakhoge waise rahungi
Karti hu ikraar
Jise yaar ka sacha pyar mile
Use sare jahan ki daulat kya
Teri aankhon mein chamke pyar agar
Heero ki mujhko jarurat kya
Duniya mein jiska mol nahi
Wo kya hai pyar pyar pyar.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

Jise Yaar Ka Sachcha Pyar Video

About Jise Yaar Ka Sachcha Pyar

Jise Yaar Ka Sachcha Pyar is a song from Bandi 1957. It is sung by Kishore Kumar, Sulakshana. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Shyamal Mitra. Read the lyrics above and view the Bandi 1957 album song list for more songs and album details.