Jise Hasna Rona Hai Lyrics, Singer & Song Details

Awara Pagal Deewana 2002 album cover

Awara Pagal Deewana 2002 Album Details

Vikram Bhatt
Anu Malik
Sameer
Akshay Kumar, Sunil Shetty, Aftab Shivdasani

album songs
Jise Hasna Rona Hai
Singer : Alka Yagnik, Sarika Kapoor

Jise Hasna Rona Hai Lyrics

Song Lyrics Title = Jise Hasna Rona Hai
Movie/album = Awara Paagal Deewana (2002)
Singers = Alka Yagnik, Sarika Kapoor, Shaan, Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan, Udit Narayan
Song Lyricists = Sameer
Music Composer = Anu Malik
Director = Vikram Bhatt
Music Label = Saregama


Mp3 Song Lyrics

((Jise hasna rona hai woh pyaar kare
Jise paagal hona hai woh pyaar kare
Jise paana khona hai woh pyaar kare

Har sitam jo sahe dard aur gham jo sahe
Meri jaan woh pyaar kare
Jise hasna rona hai woh pyaar kare
Jise paagal hona hai woh pyaar kare

Kabhi dil is mein tadpe kabhi is mein mile aaraam
Kabhi naam hua is mein kabhi is mein hue badnaam
Kabhi dil is mein tadpe kabhi is mein mile aaraam
Kabhi naam hua is mein kabhi is mein hue badnaam
Ek pal ka milan is mein barson ki judaai hai
Is mein rang rangaliyan hai is mein tanhaayi hai
Is mein rang rangaliyan hai is mein tanhaayi hai

Jise hasna rona hai woh pyaar kare
Jise paagal hona hai woh pyaar kare
Har sitam jo sahe dard aur gham jo sahe
Meri jaan woh pyaar kare
Jise hasna rona hai woh pyaar kare
Jise paagal hona hai woh pyaar kare

Phoolon ki sej bhi hai kaanto ka bistar bhi
Jeene ka mazaa hai to hai marne ka darr bhi
Phoolon ki sej bhi hai kaanto ka bistar bhi
Jeene ka mazaa hai to hai marne ka darr bhi
Hote hai khafa rab se jag se lad jaate hai
Jo iske deewane hai suli chad jaate hai
Jo iske deewane hai suli chad jaate hai

Jise khwaab sajana hai woh pyaar kare
Jise paagal hona hai woh pyaar kare
Jise paana khona hai woh pyaar kare
Har sitam jo sahe dard aur gham jo sahe
Meri jaan woh pyaar kare
Jise hasna rona hai woh pyaar kare
Jise paagal hona hai woh pyaar kare
Jise paana khona hai woh pyaar kare...))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Jise Hasna Rona Hai Video

About Jise Hasna Rona Hai

Jise Hasna Rona Hai is a song from Awara Pagal Deewana 2002. It is sung by Alka Yagnik, Sarika Kapoor. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Anu Malik. Read the lyrics above and view the Awara Pagal Deewana 2002 album song list for more songs and album details.