Jis Din Se Chala Hu Lyrics, Singer & Song Details

Tum Toh Nahin Ho album cover

Tum Toh Nahin Ho Album Details

Tum Toh Nahin Ho
None
None
Tum Toh Nahin Ho

album songs
Jis Din Se Chala Hu
Singer : Jagjit Singh

Jis Din Se Chala Hu Lyrics

Song Lyrics Title = Jis Din Se Chala Hu
Movie/Album Name = Tum Toh Nahin Ho
Singer = Jagjit Singh

Mp3 Song Lyrics

(( jis din se chala hoon kabhi mudkar nahi dekha
jis din se chala hoon kabhi mudkar nahi dekha
jis din se chala hoon kabhi mudkar nahi dekha
maine koi gujra hua manzar nahi dekha
jis din se chala hoon kabhi mudkar nahi dekha
jis din se chala hoon kabhi mudkar nahi dekha

pathhar mujhe kehta hai mera chahanewala
pathhar mujhe kehta hai mera chahanewala
main mom hoon usne mujhe chhukar nahi dekha
main mom hoon usne mujhe chhukar nahi dekha
maine koi gujra hua manzar nahi dekha
jis din se chala hoon kabhi mudkar nahi dekha
jis din se chala hoon

bewaqt agar jaaunga sab chowk pade
bewaqt agar jaaunga sab chowk pade
ek umra hui din mein kabhi ghar nahi dekha
ek umra hui din mein kabhi ghar nahi dekha
jis din se chala hoon

yeh phool mujhe koi viraasat mein mile hai
yeh phool mujhe koi viraasat mein mile hai
tumne mera kaanton bhara bistar nahi dekha
tumne mera kaanton bhara bistar nahi dekha
jis din se chala hoon kabhi mudkar nahi dekha
maine koi gujra hua manzar nahi dekha
jis din se chala hoon kabhi mudkar nahi dekha
jis din se chala hoon ))

Posted by : {Soni Kumari}

About Jis Din Se Chala Hu

Jis Din Se Chala Hu is a song from Tum Toh Nahin Ho. It is sung by Jagjit Singh. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Tum Toh Nahin Ho album song list for more songs and album details.