Jis Dil Mein Tunahi I Lyrics, Singer & Song Details

Shabnam 1994 album cover

Shabnam 1994 Album Details

Raman Kumar
Anu Malik
Zameer Kazmi
Mohnish Bahl, Rakesh Bedi, Birbal

album songs
Jis Dil Mein Tunahi I
Singer : Anuradha Paudwal

Jis Dil Mein Tunahi I Lyrics

Song Title = Jis Dil Mein Tunahi I
Movie/Album = Shabnam (1994)
Singers = Anuradha Paudwal
Song Lyricists = Zameer Kazmi
Music Composer = Anu Malik

Mp3 Songs Lyrics

((jis dil mein tu nahin
Use jaaungi chhod kar
Jis dil mein tu nahin
Use jaaungi chhod kar
Ek aur dil banaungi
Iss dil ko tod kar
Jis dil mein tu nahin
Use jaaungi chhod kar
Ek aur dil banaungi
Iss dil ko tod kar
Jis dil mein tu nahin
Use jaaungi chhod kar

Dil tukde tukde karde
Zamana to gham nahin
Dil tukde tukde karde
Zamana to gham nahin
Dil tukde tukde karde
Zamana to gham nahin
Muh tera dekh lungi
Tukdo ko jod kar
Muh tera dekh lungi
Tukdo ko jod kar
Ek aur dil banaungi
Iss dil ko tod kar
Jis dil mein tu nahin
Use jaaungi chhod kar

Hai aasman se unchi
Mohabbat ki manzile
Hai aasman se unchi
Mohabbat ki manzile
Hai aasman se unchi
Mohabbat ki manzile
Aayi hu tere paas
Mukadar ko chhod kar
Aayi hu tere paas
Mukadar ko chhod kar
Ek aur dil banaungi
Iss dil ko tod kar
Jis dil mein tu nahin
Use jaaungi chhod kar
Ek aur dil banaungi
Iss dil ko tod kar
Jis dil mein
Use jaaungi chhod kar
Jis dil mein tu nahin.))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Jis Dil Mein Tunahi I

Jis Dil Mein Tunahi I is a song from Shabnam 1994. It is sung by Anuradha Paudwal. Lyrics are credited to Zameer Kazmi. Music information: Anu Malik. Read the lyrics above and view the Shabnam 1994 album song list for more songs and album details.