Jinki Kismat Mein Lyrics, Singer & Song Details

Raja Saab 1969 album cover

Raja Saab 1969 Album Details

Suraj Prakash
Anandji, Kalyanji Virji Shah
Anand Bakshi
Shashi Kapoor, Nanda

album songs
Jinki Kismat Mein
Singer : Mohammed Rafi

Jinki Kismat Mein Lyrics

Song Title = Jinki Kismat Mein
Movie/album = Raja Saab (1969)
Singers = Mohammed Rafi
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Director = Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Director = Suraj Prakash

Mp3 Song Lyrics

((jinki kismat me kante vo khwab na dekhe kaliyo ke
kaliya mahalo ki ronak aur kante rahi galiyo ke

raju ka tha ek khwab raju raja raja sahab
raj khana taz tha phir bhi mai tha raja sahab
raju ka tha ek khwab raju raja raja sahab

mai bada nadan tha mai bada tha bekhabar
maine dekhi surte maine na dekhi magar
maine na dekhi magar bewafai ki nakab
raju ka tha ek khwab raju raja raja sahab

chhu na pau mai kabhi jiske kadmo ki bhi dhul
maine kyu chaha use mai fija ka ek phul
mai fija ka ek phul vo baharo ka gulab
raju ka tha ek khwab raju raja raja sahab

ho mubarak aapke ghar barate aa gayi
mere lab pe bhul se gam ki bate aa gayi
gam ki bate aa gayi maf kar dena janab
raju ka tha ek khwab raju raja raja sahab
raj khana taz tha phir bhi mai tha raja sahab
raju ka tha ek khwab raju raja raja sahab..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Jinki Kismat Mein

Jinki Kismat Mein is a song from Raja Saab 1969. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Anandji, Kalyanji Virji Shah. Read the lyrics above and view the Raja Saab 1969 album song list for more songs and album details.