Jine Ka Agar Andaz Aaye Lyrics, Singer & Song Details

Yeh Zindagi Kitni Haseen Hai 1966 album cover

Yeh Zindagi Kitni Haseen Hai 1966 Album Details

R.K. Nayyar
Ravi Shankar Sharma
Rajendra Krishan
Saira Banu, Joy Mukherjee, Ashok Kumar

album songs
Jine Ka Agar Andaz Aaye
Singer : Asha Bhosle

Jine Ka Agar Andaz Aaye Lyrics

Song Title = Jine Ka Agar Andaz Aaye
Movie/album = Yeh Zindagi Kitni Haseen Hai (1966)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Director = Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Director = R.K. Nayyar

Mp3 Song Lyrics

((Jine ka agar andaz aaye,
To kitni hansi hai zindagi
Jine ka agar andaz aaye,
To kitni hansi hai zindagi
Marne ke liye jina hai agar
To kuch bhi nahi hai zindagi

Kuch log yaha phulo ki jagha
Kanto ki tamana karte hai
Kuch log yaha phulo ki jagha
Kanto ki tamana karte hai
Jite hai na jine dete hai
Hasti ki wo ruswa karte hai
Hasti ki wo ruswa karte hai
Jine ka agar andaz aaye,
To kitni hansi hai zindagi
Marne ke liye jina hai agar
To kuch bhi nahi hai zindagi

Shabnam ki chamak, suraj ki kiran
Kaliyo ki hansi mai thi hi nahi
Shabnam ki chamak, suraj ki kiran
Kaliyo ki hansi mai thi hi nahi
Ye zindagi kitni dilkash hai
Ab soch kabhi ye dekhi nahi
Ab soch kabhi ye dekhi nahi
Jine ka agar andaz aaye,
To kitni hansi hai zindagi
Marne ke liye jina hai agar
To kuch bhi nahi hai zindagi.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Jine Ka Agar Andaz Aaye

Jine Ka Agar Andaz Aaye is a song from Yeh Zindagi Kitni Haseen Hai 1966. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Ravi Shankar Sharma. Read the lyrics above and view the Yeh Zindagi Kitni Haseen Hai 1966 album song list for more songs and album details.