Jigariyaa Title Track Lyrics, Singer & Song Details

Jigariyaa 2014 album cover

Jigariyaa 2014 Album Details

Raj Purohit
Raj Prakash
Faraaz Ahmad
Deepak Chadha, Harshvardhan Deo, Sneha Deori

album songs
Jigariyaa Title Track
Singer : Javed Bashir

Jigariyaa Title Track Lyrics

Song Title = Jigariyaa (Title Track)
Movie/Album = Jigariyaa 2014
Singer = Javed Bashir
Music = Raj-Prakash
Lyrics = Faraaz Ahmad

Mp3 Song Lyrics

((Naina raat bhar jal jaaye, jale dil ka dariya
Naina raat bhar jal jaaye, jale dil ka dariya..

Ho..
Naina raat bhar jal jaaye, jale dil ka dariya
Jigariya, jale jigariya
Jigariya, jale jigariya..

Naina raat bhar jal jaaye, jale dil ka dariya
Naina raat bhar jal jaaye, jale dil ka dariya..


Kaisi kaisi kahani likhi hai,
Aye khuda kaisi meri rawani hai..

Aa..
Kaisi kaisi kahani likhi hai,
Aye khuda kaisi meri rawani hai
Panno panno pe kya ye likha hai
Na main jaanu na tu ye bataye
Kaisi kaisi ye kaisi saja hai, jale dil ka dariya..

Ho..
Naina raat bhar jal jaaye, jale dil ka dariya
Ho..
Naina raat bhar jal jaaye, jale dil ka dariya


Dard hi dard dil ki ghataon mein,
Aansuon ki nami inn hawao mein

Dard hi dard dil ki ghataon mein,
Aansuon ki nami inn hawao mein
Halke halke se tu yaad aaye,
Haule haule se dil gungunaaye
Tu hi chahat jo tu aa aaye,
jale dil ka dariya..

Ho..
Naina raat bhar jal jaaye, jale dil ka dariya
Ho..
Naina raat bhar jal jaaye, jale dil ka dariya
Jigariya, jale jigariya
Jigariya, jale jigariya

Naina raat bhar jal jaaye, jale dil ka dariya
Naina raat bhar jal jaaye, jale dil ka dariya
Naina raat bhar jal jaaye, jale dil ka dariya....))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Jigariyaa Title Track

Jigariyaa Title Track is a song from Jigariyaa 2014. It is sung by Javed Bashir. Lyrics are credited to Faraaz Ahmad. Music information: Raj Prakash. Read the lyrics above and view the Jigariyaa 2014 album song list for more songs and album details.