Jhumka Bola Kajre Se Lyrics, Singer & Song Details

Shandar 1974 album cover

Shandar 1974 Album Details

R Krishnan, S Panju
Laxmikant ,Pyarelal
Rajendra Krishan
Sanjeev Kumar, Sharmila Tagore, Vinod Mehra

album songs
Jhumka Bola Kajre Se
Singer : Asha Bhosle

Jhumka Bola Kajre Se Lyrics

Song Title = Jhumka Bola Kajre Se
Movie/album = Shandaar (1974)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Director = Laxmikant Pyarelal
Director = R. Krishnan, S. Panju

Mp3 Songs Lyrics

((Jhumka bola kajre se
Kajra bola gajre se
Jhumka bola kajre se
Kajra bola gajre se
Gajra bola bindiya se
Sabne sab kuchh bol diya
Raz mera khol diya

Jhumka bola kajre se
Kajra bola gajre se
Gajra bola bindiya se
Sabne sab kuchh bol diya
Raaz mera khol diya
Jhumka bola kajre se
Kajra bola gajre se

Kajre ne kya bola
Kaise kahu main
Konsa raaz khola
Kaise kahu main
Jhumke se bindiya ki
Baat hui kya
Chhup to rahna chahu
Kaise rahu main
Mujhe jab jab
Aaye angdayi
Mere manwa mein
Baje sahnayi
O mere manwa mein
Baje sahnayi
Mujhe jab jab
Aaye angdayi

Jhanak jhanak payal boli
Chanak chanak
Ghunghru bola
Sabne sab kuchh bol diya
Raz mera khol diya
Jhumka bola kajre se
Kajra bola gajre se

Kabhi kabhi ye
Darpan mujhe sataye
Meri hi parchai
Ye samjhaye
Pyar karegi kab
Tak tanhai se
Sune sune dil mein
Koi to aaye
Rabba nahio
Lagda dil mera
Kaha yaar mere ka dera
Kaha yaar mere ka dera
Rabba nahio
Lagda dil mera

Dil ki lagi ne ghabrake
Ankhiyo ne bhi sharmake
Sabne sab kuchh bol diya
Raz mera khol diya
Jhumka bola kajre se
Kajra bola gajre se
Gajra bola bindiya se
Sabne sab kuchh bol diya
Raaz mera khol diya....))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Jhumka Bola Kajre Se

Jhumka Bola Kajre Se is a song from Shandar 1974. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Laxmikant ,Pyarelal. Read the lyrics above and view the Shandar 1974 album song list for more songs and album details.