Jhoomti Baharon Ka Sama Lyrics, Singer & Song Details

Dahleez 1986 album cover

Dahleez 1986 Album Details

Ravi Chopra
Ravi Shankar Sharma
Hasan Kamal
Jackie Shroff, Raj Babbar, Meenakshi Sheshadri

album songs
Jhoomti Baharon Ka Sama
Singer : Asha Bhosle, Mahendra Kapoor

Jhoomti Baharon Ka Sama Lyrics

Song Title = Jhoomti Baharon Ka Sama
Movie/Album = Dahleez
Singers = Asha Bhosle, Mahendra Kapoor
Song Lyricists = Hasan Kamal
Music Composer = Ravi Shankar Sharma

Mp3 Song Lyrics

((Jhoomti baharo ka sama
Pyar ki umange hai jawa
Hotho pe tarane chale hai do deewane
Pyar ki basane dunia

Jhoomti baharo ka sama
Pyar ki umange hai jawa
Hotho pe tarane chale hai do deewane
Pyar ki basane dunia
Jhoomti baharo ka sama

Git koi pyar ka sunati hai hawa
Aaj mere sang sang gati hai hawa
Git koi pyar ka sunati hai hawa
Aaj mere sang sang gati hai hawa
Dil se dil mile phool se khile
Muskurati hai vadiya
Jhoomti baharo ka sama

Pyar ki umange hai jawa
Hotho pe tarane chale hai do deewane
Pyar ki basane dunia
Jhoomti baharo ka sama

Dil se mile dil to ekrar ho gaya
Aaj hame zindagi se pyar ho gaya
Dil se mile dil to ekrar ho gaya
Aaj hame zindagi se pyar ho gaya
Dil ne jo kahi dil ne jo suni
Katam na ho vo dastan

Jhoomti baharo ka sama
Pyar ki umange hai jawa
Hotho pe tarane chale hai do deewane
Pyar ki basane dunia
Jhoomti baharo ka sama

Aaj mila jine ka bhana ham ko
Kah do na dhunde ye jamana hum ko
Aaj mila jine ka bhana ham ko
Kah do na dhunde ye jamana hum ko
Aa chale udher le chale jidher
Dhadkano ka ye karva
Jhoomti baharo ka sama

Pyar ki umange hai jawa
Hotho pe tarane chale hai do deewane
Pyar ki basane dunia

Jhoomti baharo ka sama
Pyar ki umange hai jawa
La la la hu hu hu....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Jhoomti Baharon Ka Sama

Jhoomti Baharon Ka Sama is a song from Dahleez 1986. It is sung by Asha Bhosle, Mahendra Kapoor. Lyrics are credited to Hasan Kamal. Music information: Ravi Shankar Sharma. Read the lyrics above and view the Dahleez 1986 album song list for more songs and album details.