Jhoome Re Neela Amber Lyrics, Singer & Song Details

Ek Gaon Ki Kahani 1957 album cover

Ek Gaon Ki Kahani 1957 Album Details

Dulal Guha
None
None
Talat Mahmood, Mala Sinha, I.S. Johar

album songs
Jhoome Re Neela Amber
Singer : Talat Mahmood

Jhoome Re Neela Amber Lyrics

Song Title = Jhoome Re Neela Amber
Song Lyrics Movie = Ek Gaon Ki Kahani 1957
Singer = Talat Mahmood

Mp3 Song Lyrics

((jhoome re,
nilaa ambar jhoome,
dharati ko choome re
tujh ko yaad kar ke,
mera dil bhi jhoome
hoon, hoon, hoon, hoon, ha ha~~aa~~

kis ke ishaare mujh ko yahaan le aae
kis ki hansi ne raah men phool khilaae
ambavaa ki daali daali, gaae koyal kaali
mera dil bhi jhoome
hoon, hoon, hoon, hoon, ha ha~~aa~~
jhoome re,
nila ambar jhoome,
dharati ko choome re.........

aise men jo milata ho baanhon ka sahaara
aur machal uthataa ye nadi ka kinaara
(nadiya ka paani sunataa, pyaar ki kahaani)-2
mera dil bhi jhoome
jhuume re,
nila ambar jhoome,
dharati ko choome re
tujh ko yaad kar ke,
mera dil bhi jhoome
hoon, hoon, hoon, hoon, ha ha~~aa~~
jhoome re....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Jhoome Re Neela Amber

Jhoome Re Neela Amber is a song from Ek Gaon Ki Kahani 1957. It is sung by Talat Mahmood. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Ek Gaon Ki Kahani 1957 album song list for more songs and album details.