Jene Ka Din Marne Lyrics, Singer & Song Details

Gomti Ke Kinare 1972 album cover

Gomti Ke Kinare 1972 Album Details

Saawan Kumar Tak
Rahul Dev Burman
Majrooh Sultanpuri
Agha, Jalal Agha, Harbans Darshan M. Arora

album songs
Jene Ka Din Marne
Singer : Kishore Kumar, Lata Mangeshkar

Jene Ka Din Marne Lyrics

Song Title = Jene Ka Din Marne
Song Lyrics Movie = Gomti Ke Kinar (1972)
Singers = Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Majrooh Sultanpuri
Music Composer = Rahul Dev Burman
Director = Saawan Kumar Tak

Mp3 Song Lyrics

((Jine ka din mar jane ka
Mausam hai in najaaro me
Is dil ka kya haal
Karu aisi baharo me
Jine ka din mar jane ka
Mausam hai in najaaro me
Mai apna kya haal
Karu kah do isharo me

Chune se mere surkh
Labo ki kaliya nikhari jaise khul ke
Aaj talak dil me jo dabe hai arman
Kah do sajano khul ke
Chupke se kyu baat
Chale chahat me maro me
Jine ka din mar jane ka
Mausam hai in najaaro me
Is dil ka kya haal
Karu aisi baharo me

Aaj mujhe dekhe ye najaare
Jaise mai hu sundar sapna
Aaj to ye gul ye guljar ye
Sakhe roke chahe jitna
Tu nahi legi meri najar
Tum to hazaro me
Jine ka din mar jane ka
Mausam hai in najaaro me
Mai apna kya haal
Karu kah do isharo me.....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Jene Ka Din Marne

Jene Ka Din Marne is a song from Gomti Ke Kinare 1972. It is sung by Kishore Kumar, Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Majrooh Sultanpuri. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Gomti Ke Kinare 1972 album song list for more songs and album details.