Jeevan Ke Safar Me Raahi Lyrics, Singer & Song Details

Munimji 1955 album cover

Munimji 1955 Album Details

Subodh Mukherjee
Sachin Dev Burman
Shailendra
Dev Anand, Nalini Jaywant, Pran, Ameeta, Nazir Hussain

album songs
Jeevan Ke Safar Me Raahi
Singer : Kishore Kumar

Jeevan Ke Safar Me Raahi Lyrics

Song Title = Jeevan Ke Safar Me Raahi
Movie/Album = MUNIMJI
Singer(s) = Kishore Kumar
Song Lyricists = Shailendra
Music Director = Sachin Dev Burman
Director = Subodh Mukherjee

Mp3 Song Lyrics

((Jeevan ke safar mein rahi
Milte hain bhichar jaane ko
Aur de jaate hain yaadein
Tanhaayi mein tadpaane ko
ohohooo
Jeevan ke safar mein rahi
Milte hain bhichar jaane ko
Aur de jaate hain yaadein
Tanhaayi mein tadpaane ko

yeh roop ke daulat waale kab sunte hai dil ke naale
hoooohooohooo
takdeer bas na bas me daale inke kisi deewaane ko
Jeevan ke safar mein rahi
Milte hain bhichar jaane ko
Aur de jaate hain yaadein
Tanhaayi mein tadpaane ko

Ro ro ke inhi raahon mein
Khona pada ek apni ko
Ro ro ke inhi raahon mein
Khona pada ek apni ko
Has has ke inhi raahon mein
Apnaaya tha begaani ko
Jeevan ke safar mein rahi
Milte hain bhichar jaane ko
Aur de jaate hain yaadein
Tanhaayi mein tadpaane ko

Tum apni nayi duniya mein
Ho jao paraaye ban kar
Tum apni nayi duniya mein
Ho jao paraaye ban kar
Jee paaye to hum jee lenge
Marne ki saza paane ko
Jeevan ke safar mein rahi
Milte hain bhichar jaane ko
Aur de jaate hain yaadein
Tanhaayi mein tadpaane ko))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Jeevan Ke Safar Me Raahi

Jeevan Ke Safar Me Raahi is a song from Munimji 1955. It is sung by Kishore Kumar. Lyrics are credited to Shailendra. Music information: Sachin Dev Burman. Read the lyrics above and view the Munimji 1955 album song list for more songs and album details.