Jeevan Ke Raste Me Lyrics, Singer & Song Details

Ghar Sansar 1986 album cover

Ghar Sansar 1986 Album Details

K. Bapaiah
Rajesh Roshan
Indeevar
Jeetendra, Sridevi, Kader Khan

album songs
Jeevan Ke Raste Me
Singer : Kishore Kumar, Mohammed Aziz

Jeevan Ke Raste Me Lyrics

Song Title = Jeevan Ke Raste Me
Song Lyrics Movie = Ghar Sansar (1986)
Singers = Kishore Kumar, Mohammed Aziz
Song Lyricists = Indeevar
Music Composer = Rajesh Roshan
Director = K. Bapaiah

Mp3 Song Lyrics

((Jeevan ke raste me jeet unki jo chalte hai
Himmat se hi mehnat se to bhag badalte hai
Jeevan ke raste me jeet unki jo chalte hai
Himmat se hi mehnat se to bhag badalte hai
Bhagwan hai tere sath
Rehman hai tere sath

Jeevan ke raste me jeet unki jo chalte hai
Himmat se hi mehnat se to bhag badalte hai
Bhagwan hai tere sath
Rehman hai tere sath

Kisne bhi aasu ko khud kar diya pasina
Yaaro usi ne sikh is zindagi ko jina
Kisne bhi aasu ko khud kar diya pasina
Yaaro usi ne sikh is zindagi ko jina
Bhagwan hai tere sath
Rehman hai tere sath
Jeevan ke raste me jeet unki jo chalte hai
Himmat se hi mehnat se to bhag badalte hai

Raftar rahe kayam raftar zingani
Pawan hai pani jab tak jab tak rahe rvani
Raftar rahe kayam raftar zingani
Pawan hai pani jab tak jab tak rahe rvani
Bhagwan hai tere sath
Rehman hai tere sath
Jeevan ke raste me jeet unki jo chalte hai
Himmat se hi mehnat se to bhag badalte hai

Takat hai hosale me insan se bhi jayada
Tute bhale hi sanse tute na par irada
Takat hai hosale me insan se bhi jayada
Tute bhale hi sanse tute na par irada
Bhagwan hai tere sath
Rehman hai tere sath
Jeevan ke raste me jeet unki jo chalte hai
Himmat se hi mehnat se to bhag badalte hai....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Jeevan Ke Raste Me

Jeevan Ke Raste Me is a song from Ghar Sansar 1986. It is sung by Kishore Kumar, Mohammed Aziz. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Rajesh Roshan. Read the lyrics above and view the Ghar Sansar 1986 album song list for more songs and album details.