Jeevan Hai Ek Sapna Lyrics, Singer & Song Details

Honeymoon 1973 album cover

Honeymoon 1973 Album Details

Hiren Nag
Usha Khanna
Yogesh Gaud
Leena Chandavarkar, Anil Dhawan, Nazima

album songs
Jeevan Hai Ek Sapna
Singer : Asha Bhosle, Kishore Kumar

Jeevan Hai Ek Sapna Lyrics

Song Title = Jeevan Hai Ek Sapna
Movie/album = Honeymoon (1973)
Singers = Asha Bhosle, Kishore Kumar
Song Lyricists = Yogesh Gaud
Music Director = Usha Khanna
Director = Hiren Nag

Mp3 Song Lyrics

((Jiwan hai ek sapna madhur suhana sapna
Jiwan hai ek sapna madhur suhana sapna
Jab tak hai ye mausam aao rang le hum tum
Tan man isme apna
Jiwan hai ek sapna madhur suhana sapna

Jane wale har gujre pal dard se bujhal hai
Jane wale har gujre pal dard se bujhal hai
Aane wale kal jo hai wo aankho se ojhal hai
Fir us kal ki gujre kal ki chodo bate karna
Jiwan hai ek sapna madhur suhana sapna

Sukh me jo hai wo ye soche dukh na koi aaye
Sukh me jo hai wo ye soche dukh na koi aaye
Dukh se hara jo bechara dhundhe dukh ke sare
Hamko kya gum hamne jab hardam sikha hai hasna
Jiwan hai ek sapna madhur suhana sapna

Jab se man me bas gaya hai tera rup salona
Jab se man me bas gaya hai tera rup salona
Rato me ab chandi barse din me barse sona
Mere jaisi kismat kiski hogi bolo sajna
Jiwan hai ek sapna madhur suhana sapna
Jab tak hai ye mausam aao rang le hum tum
Tan man isme apna
Jiwan hai ek sapna madhur suhana sapna...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Jeevan Hai Ek Sapna

Jeevan Hai Ek Sapna is a song from Honeymoon 1973. It is sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar. Lyrics are credited to Yogesh Gaud. Music information: Usha Khanna. Read the lyrics above and view the Honeymoon 1973 album song list for more songs and album details.