Jeevan Ek Sauda Hai Lyrics, Singer & Song Details

Ek Baar Phir 1980 album cover

Ek Baar Phir 1980 Album Details

Vinod Pande
Pandit Raghunath Seth
Vinod Pandey
Suresh Oberoi, Deepti Naval, Saeed Jaffrey, Chitto Chopra, Pradeep Verma, Vinod

album songs
Jeevan Ek Sauda Hai
Singer : Anuradha Paudwal

Jeevan Ek Sauda Hai Lyrics

Song Title = Jeevan Ek Sauda Hai
Movie/Album = Ek Baar Phir (1980)
Singers = Anuradha Paudwal
Song Lyricists = Vinod Pandey
Music Director = Pandit Raghunath Seth
Director = Vinod Pande

Mp3 Song Lyrics

((Chingari wahi phir bhadki
Dil mein wahi toofan uthe
Dabaya tha jin zakhmo ko
Phir chamke
Sulaya tha jin sapno ko
Phir jaage
Mere dost mere humdum
Kiase samjau tujhe
Jeevan ek sauda hai
Hum sab hai saudai
Chamka sooraj kabhi
To kabhi badli ghir aayi
Jeevan ek sauda hai

Achhe bure hai
Jaise bhi anubhav
Lene badke hai
Gor andhera ho ya ujiyara
Dono sath mein chalte hai
Sukh dukh ka yeh chakkar
Aise hi chalta rehta hai
Jeevan ek sauda hai

Tum se mil ke jeevan mein
Aisi vina pooji thi
Har sans aur khayalo mein
Mere tum the tum the
Tum hi tum the
Par duniya ki sachai hai aisi
Manana yahi padta hai
Jeevan ek sauda hai

Nischal vehte zarne ke
Amrut jaise jaal ho tum
Komal kinke phulo se
Bhavak tumhare he nirmal
Par pari bhasa mere jeevan ki
Aur he aur rahegi wo
Jeevan ek sauda hai

Sambandh yeh hum dono ke
Ek meetha sapna the
Man ke gulshan mein
Mere nayi bahar ka dhokha the
Haqeeqat ke dayare sakne hai
Un mein nibhana payange
Jeevan ek sauda hai
Hum sab hai saudai
Chamka sooraj kabhi
To kabhi badli ghir aayi
Jeevan ek sauda hai...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Jeevan Ek Sauda Hai

Jeevan Ek Sauda Hai is a song from Ek Baar Phir 1980. It is sung by Anuradha Paudwal. Lyrics are credited to Vinod Pandey. Music information: Pandit Raghunath Seth. Read the lyrics above and view the Ek Baar Phir 1980 album song list for more songs and album details.