Jeevan Ek Sanghursh Hai Lyrics, Singer & Song Details

Jeevan Ek Sanghursh 1990 album cover

Jeevan Ek Sanghursh 1990 Album Details

Rahul Rawail
Laxmikant, Pyarelal
Javed Akhtar
Raakhee, Anil Kapoor, Madhuri Dixit

album songs
Jeevan Ek Sanghursh Hai
Singer : Kavita Krishnamurthy, Mohammed

Jeevan Ek Sanghursh Hai Lyrics

Song Title = Jeevan Ek Sanghursh Hai
Movie/album = Jeevan Ek Sanghursh (1990)
Singers = Kavita Krishnamurthy, Mohammed Aziz
Lyricist = Javed Akhtar
Music Director = Laxmikant Pyarelal

Mp3 Song Lyrics

((Samay ka dariya bahata jaye
Samay ka dariya bahata jaye
Bahte bahte kahta jaye
Jeevan ek sangharsh hai
Jeevan ek sangharsh hai
Jeevan ek sangharsh hai
Jeevan ek sangharsh hai

Apni badnamiyo ke saye mein
Roz jita hu roz marta hoon
Tum mujhe bhul gayi ho
Lekin main tumhe ab bhi yaad karta hoon
Main tumhe ab bhi yaad karta hoon
Dil kab tak ye sahta jaye
Jeevan ek sangharsh hai
Jeevan ek sangharsh hai
Jeevan ek sangharsh hai
Jeevan ek sangharsh hai

Jinhe ek pal ko mai nahi bhula
Pana chaha sada jinhe phir se
Jinki yado ko pujta mai raha
Paya aur kho diya unhe phir se
Paya aur kho diya unhe phir se
Aansu kyu na bahta jaye
Jeevan ek sangharsh
Jeevan ek sangharsh
Samay ka dariya bahata jaye
Bahte bahte kahta jaye
Jeevan ek sangharsh hai
Jeevan ek sangharsh hai
Jeevan ek sangharsh hai
Jeevan ek sangharsh hai

Is tarha jine pe majbur huye
Jisko chaha usi se dur huye
Humne pyar ke jo dekhe sapne
Sare shishe ki tarha chur huye
Chur huye
Gam ka lawa bahta jaye
Jeevan ek sangharsh
Jeevan ek sangharsh
Samay ka dariya bahata jaye
Bahte bahte kahta jaye
Jeevan ek sangharsh hai
Jeevan ek sangharsh hai
Jeevan ek sangharsh hai
Jeevan ek sangharsh hai...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Jeevan Ek Sanghursh Hai

Jeevan Ek Sanghursh Hai is a song from Jeevan Ek Sanghursh 1990. It is sung by Kavita Krishnamurthy, Mohammed. Lyrics are credited to Javed Akhtar. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Jeevan Ek Sanghursh 1990 album song list for more songs and album details.