Jeeta Tha Jiske Re Lyrics, Singer & Song Details

New Remix album cover

New Remix Album Details

New Remix
Nadeem,Shravan
Sameer
New Remix

album songs
Jeeta Tha Jiske Re
Singer : Kumar Sanu

Jeeta Tha Jiske Re Lyrics

Song Lyrics Title = Jeeta Tha Jiske
Movie/Album Name = Dilwale (1994)
Movie = Dilwale
Singer(s) = Kumar Sanu
Music By = Nadeem-Shravan
Lyricist(s) = Sameer

Mp3 Song Lyrics

((Oh ho ho ho ho ho........
Ho ho oh oh ho aah ha ha..........

(Jita tha jiske liye, jiske liye marta tha - (2)
Ek aisee ladkee thee, jise mai pyar karta tha - (2)) - (2)

Kitnee mohabbat hain mere dil me, (kaise dikhau usse -2)
Diwangee ne pagal kiya hain, (kaise batau usse -2)
Mitane se bhee na mitegee meree dastan
Ek aisee ladkee thee, jise mai pyar karta tha - (2)

Meree najar me mere jigar me, (tasvir hai yar kee -2)
Meree khushee ka yeh jindagee ka, (saugat hai pyar kee -2)
Usike liye hain mere toh yeh dono jahan
Ek aisa ladka tha, jise mai pyar kartee thee - (2)
Jitee thee jiske liye jiske liye martee thee
Ek aisa ladka tha jise mai pyar kartee thee - (2)

Jan se bhee jyada chaha tha jisko, (usne hee dhoka diya -2)
Nadan thee jo kuchh bhee na samjhee, (chahat ko ruswa kiya -2)
Bana ke usee ne ujada mera aashiya
Woh kaisee ladkee thee jise too pyar karta tha
Ek aisee ladkee thee jise mai pyar karta tha
Jitee thee jiske liye jiske liye martee thee
Ek aisa ladka tha, jise mai pyar kartee thee
Ek aisa ladka ha, jise mai pyar kartee thee
Ek aisa ladka tha jise mai pyar))

Posted by : {Soni Kumari}

About Jeeta Tha Jiske Re

Jeeta Tha Jiske Re is a song from New Remix. It is sung by Kumar Sanu. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Nadeem,Shravan. Read the lyrics above and view the New Remix album song list for more songs and album details.