Jeet Hi Lenge Baazi Lyrics, Singer & Song Details

Shola Aur Shabnam 1961 album cover

Shola Aur Shabnam 1961 Album Details

Ramesh Saigal
None
None
Dharmendra, Tarla Mehta, Abhi Bhattacharya, Vijayalakshmi, M Rajan

album songs
Jeet Hi Lenge Baazi
Singer : Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

Jeet Hi Lenge Baazi Lyrics

Song Title = Jeet Hi Lenge Baazi
Movie/Album = SHOLA AUR SHABNAM
Singer(s) = Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

Mp3 Song Lyrics

((Rafi
Jeet hi lenge baazi hum tum, khel adhura chhute na
Pyaar ka bandhan, janam ka bandhan,
janam ka bandhan toote na

Milta hai jahan dharti se gagan,
Milta hai jahan dharti se gagan,
aao wahi hum jaaye
Tu mere liye, main tere liye.....[2]
Is duniya ko thhukraayein......[2]
Door basaa le dil ki jannat ......[2]
Jis ko zamaana loote na
Pyaar ka bandhan, janam ka bandhan,
janam ka bandhan toote na
Lata aa aa...pyaar ka bandhan toote na

Rafi
Milne ki khushi na milne ka ghum,

Lata
khatm ye jhagde ho jaaye

Rafi
Milne ki khushi na milne ka ghum,
Lata
khatm ye jhagde ho jaaye

Tu tu na rahe, main main na rahu.....[2]
Rafi
Ik duje main kho jaaye
Ik duje main kho jaaye.....[BOTH] ..))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Jeet Hi Lenge Baazi

Jeet Hi Lenge Baazi is a song from Shola Aur Shabnam 1961. It is sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Shola Aur Shabnam 1961 album song list for more songs and album details.