Jeene Ka Zamana Hai Lyrics, Singer & Song Details

Rishta Ho To Aisa 1992 album cover

Rishta Ho To Aisa 1992 Album Details

Kalpataru
Datta Korgaonkar
Pandit Phani
Rishi Kapoor, Juhi Chawla, Jeetendra

album songs
Jeene Ka Zamana Hai
Singer : Mohammed Aziz, Shobha Joshi

Jeene Ka Zamana Hai Lyrics

Song Title = Jeene Ka Zamana Hai
Movie/album = Rishta Ho To Aisa (1992)
Singers = Mohammed Aziz, Shobha Joshi
Song Lyricists = Pandit Phani
Music Director = Datta Korgaonkar
Director = Aslam

Mp3 Song Lyrics

((Jeeo jeeo jeene ka zamana hai
Aaj to khushi se mar jaana hai
Jeeo jeeo jeene ka zamana hai
Aaj to khushi se mar jaana hai
Phir aaye din apne
Ho phir aaye din apne
Wohi chham chham chham wohi tarana hai

Jeeo jeeo jeene ka zamana hai
Aaj to khushi se mar jaana hai
Jeeo jeeo jeene ka zamana hai
Aaj to khushi se mar jaana hai
Phir aaye din apne
Ho phir aaye din apne
Wohi chham chham chham wohi tarana hai
Jeeo jeeo jeene ka zamana hai
Aaj to khushi se mar jaana hai

Rang laayi tamanna meri
Meri bagiya hai phir se hari
Rang laayi tamanna meri
Meri bagiya hai phir se hari
Phir saj banke aayi hoon aaj
Main baharon ki neelam pari
Phir se hawa ko jawaani mili
Leharon ko phir se rawaani mili
Kyun na dil mein uthe tufaan
Kyun na dil mein uthe tufaan
Ke wohi dil bar hai wohi deewana hai
Jeeo jeeo jeene ka zamana hai
Aaj to khushi se mar jaana hai
Phir aaye din apne
Ho phir aaye din apne
Wohi chham chham chham wohi tarana hai
Jeeo jeeo jeene ka zamana hai
Aaj to khushi se mar jaana hai

Zara aaja tere paaon mein
Ghungharu banke bandh jaaun main
Zara aaja tere paaon mein
Ghungharu banke bandh jaaun main
Ban kar tere ghunghroo ke bol
Tere ang ang mein lehraaun main
Balkhaake ke jab gore tu sang chale
Har har kadam pe naya ghul khile
Kaho naache saari duniya
Kaho naache saari duniya
Ke yahin mausam hai yahin zamana hai
Jeeo jeeo jeene ka zamana hai
Aaj to khushi se mar jaana hai
Phir aaye din apne
Ho phir aaye din apne
Wohi chham chham chham wohi tarana hai
Jeeo jeeo jeene ka zamana hai
Aaj to khushi se mar jaana hai..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Jeene Ka Zamana Hai

Jeene Ka Zamana Hai is a song from Rishta Ho To Aisa 1992. It is sung by Mohammed Aziz, Shobha Joshi. Lyrics are credited to Pandit Phani. Music information: Datta Korgaonkar. Read the lyrics above and view the Rishta Ho To Aisa 1992 album song list for more songs and album details.