Jeena Yeh Koi Jeena Lyrics, Singer & Song Details

Agreement 1980 album cover

Agreement 1980 Album Details

Anil Ganguly
Bappi Lahiri
Gulshan Bawra
Rekha, Utpal Dutt, Shailendra Singh

album songs
Jeena Yeh Koi Jeena
Singer : Shailendra Singh

Jeena Yeh Koi Jeena Lyrics

Song Lyrics = Jeena Yeh Koi Jeena Toh Nahi
Movie = Agreement (1980)
Singer(s) = Shailendra Singh
Lyricist = Gulshan Bawra
Music Director = Bappi Lahiri
Film Director = Anil Ganguly
Film Producer = Joginder


Mp3 Song Lyrics

(( Jeena yeh koi jeena toh nahi,
pyaar ke bina jeena bhi hai saja - (2)
O mere saathi mausam hansi hai
Aaja sanam tujhe kasam sun le dil ki sada
Jeena yeh koi jeena toh nahi, pyaar ke bina jeena bhi hai saja

Tanaha nahi katengi iss jindagi ki raahein
Manjil tab milegi baahon mein jab ho baahein
Jab tak rahe aaja sanam milake chale
O mere saathi mausam hansi hai
Aaja sanam tujhe kasam sun le dil ki sada

Woh dil toh dil nahi hai jis dil mein pyaar na ho
Kis kaam ki yeh duniya gar koyi yaar na ho
Achchhi nahi o jaanejaan yeh berukhi
O mere saathi mausam hansi hai
Aaja sanam tujhe kasam sun le dil ki sada
Jeena yeh koi jeena toh nahi, pyaar ke bina jeena bhi hai saja
O mere saathi mausam hansi hai
Aaja sanam tujhe kasam sun le dil ki sada.))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Jeena Yeh Koi Jeena Video

About Jeena Yeh Koi Jeena

Jeena Yeh Koi Jeena is a song from Agreement 1980. It is sung by Shailendra Singh. Lyrics are credited to Gulshan Bawra. Music information: Bappi Lahiri. Read the lyrics above and view the Agreement 1980 album song list for more songs and album details.