Jeena Sikha Diya Lyrics, Singer & Song Details

Do Lafzon Ki Kahani 2016 album cover

Do Lafzon Ki Kahani 2016 Album Details

Deepak Tijori
Babli Haque
Sandeep Nath
Randeep Hooda, Kajal Aggarwal

album songs
Jeena Sikha Diya
Singer : Altamash Faridi

Jeena Sikha Diya Lyrics

Song Title = Jeena Sikha Diya
Movie/album = Do Lafzon Ki Kahani (2016)
Singers = Altamash Faridi
Song Lyricists = Sandeep Nath
Music Composer = Babli Haque
Director = Deepak Tijori
Music Label = Eros Now

Mp3 Song Lyrics

((Kyun itno mein tujhko hi chunta hoon har pal
Kyun tere hi khwaab ab bunta hoon har pal
Kyun itno mein tujhko hi chunta hoon har pal
Tere hi khwaab ab bunta hoon har pal

Tune mujhe jeene ka hunar diya
Khamoshi se sehne ka sabar diya
Tu hi bharosa zindagi ka
Tu hai mera honsla
Mujhe jeena sikha diya
Marna sikha diya
Teri wafaaon ne tumsa bana diya

Tere khayalon mein ho gayi gum
Ye meri tanhaiyaan
Ab rooh meri karne lagi hai
Teri nigehbaaniyan

Tu hi bharosa zindagi ka
Tu hai mera honsla
Mujhe jeena sikha diya
Marna sikha diya
Teri wafaaon ne tumsa bana diya

Jeena sikha diya
Marna sikha diya
Teri wafaaon ne tumsa bana diya...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Jeena Sikha Diya

Jeena Sikha Diya is a song from Do Lafzon Ki Kahani 2016. It is sung by Altamash Faridi. Lyrics are credited to Sandeep Nath. Music information: Babli Haque. Read the lyrics above and view the Do Lafzon Ki Kahani 2016 album song list for more songs and album details.