Jeena Marna Ab Din Raat Lyrics, Singer & Song Details

Suraj Aur Chanda 1973 album cover

Suraj Aur Chanda 1973 Album Details

T. Madhava Rao
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Sanjeev Kumar, Bindu, Sujit Kumar

album songs
Jeena Marna Ab Din Raat
Singer : Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur

Jeena Marna Ab Din Raat Lyrics

Song Title = Jeena Marna Ab Din Raat
Movie/album =Suraj Aur Chanda (1973)
Singers = Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Director = Laxmikant Pyarelal
Director = T. Madhava Rao

Mp3 Song Lyrics

((Jina marna hai ab din rat tere sath
Teri baho me
Chalna rukna hai ab din rat tere sath
In raho me
Jina marna hai ab din rat tere sath
Teri baho me
Chalna rukna hai ab din rat tere sath
In raho me

Aap hame dekhe hai kya neta pir me kya hai
Aap hame dekhe hai kya neta pir me kya hai
Mai janu na tum jano jane takdir me kya hai
Ha mere khwabo ki hai tabir takdir in nigaho me
Chalna rukna hai ab din rat tere sath
In raho me

Ho aankhe mich ke baith rahu
Me kuchh na tere bin dekhu
Ho aankhe mich ke baith rahu
Me kuchh na tere bin dekhu
Ho jis din tumko na dekhu
Mai kahe ko wo din dekhu
Dekho jau akela maina dub mahbub kahi aaho me
Jina marna hai ab din rat tere sath
Teri baho me

Ik kahne ki bat hai ye karne ki bat nahi hai
Ik kahne ki bat hai ye karne ki bat nahi hai
Aa pyar me mere yar koi darne ki bat nahi hai
Dunia pyar ko karti hai badnam
Leke nam kyu khona hame
Jina marna hai ab din rat tere sath
Teri baho me
Chalna rukna hai ab din rat tere sath
In raho me..))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Jeena Marna Ab Din Raat

Jeena Marna Ab Din Raat is a song from Suraj Aur Chanda 1973. It is sung by Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Suraj Aur Chanda 1973 album song list for more songs and album details.