Jeena Bhi Kya Jeena Hai Lyrics, Singer & Song Details

Saboot 1980 album cover

Saboot 1980 Album Details

SohanLal Kanwar
Bappi Lahiri
Amit Khanna
Vidya Sinha, Navin Nischol, Kajal Kiran, Vinod Mehra

album songs
Jeena Bhi Kya Jeena Hai
Singer : Kishore Kumar, Lata Mangeshkar

Jeena Bhi Kya Jeena Hai Lyrics

Song Title = Jeena Bhi Kya Jeena Hai
Movie/Album = Saboot (1980)
Singer = Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Amit Khanna
Music Composer = Bappi Lahiri
Director = Shyam Ramsay, Tulsi Ramsay
Music Label = Polydor Records

Mp3 Song Lyrics

((Jeena bhi koi jeena hai
Jab tak tera sath nahi
Sath hamara sadiyo ka ye
Pal do pal ki baat nahi
Jeena bhi koi jeena hai
Jab tak tera sath nahi
Sath hamara sadiyo ka ye
Pal do pal ki baat nahi
Ho jo kare sang kare
Sang jiye sang mare
Jeena bhi koi jeena hai
Jab tak tera sath nahi
Sath hamara sadiyo ka ye
Pal do pal ki baat nahi

Sapno pe chada rang tera
Khil utha aaj ang mera
Sapno pe chada rang tera
Khil utha aaj ang mera
Aaha teri asao ka jadu
Kare kahi hame na bekabu
Ham hai tumhare tum ho hamare
Ho jo kare sang kare
Sang jiye sang mare
Jeena bhi koi jeena hai
Jab tak tera sath nahi
Sath hamara sadiyo ka ye
Pal do pal ki baat nahi

Hai rup mera matwala
Maine tere liye hi sambhala
Hai rup mera matwala
Maine tere liye hi sambhala
Tu aaye bahare aaye
Tere sath najare gaye
Phul ye dil ke mahke mil ke
Ho jo kare sang kare
Sang jiye sang mare
Jeena bhi koi jeena hai
Jab tak tera sath nahi
Sath hamara sadiyo ka ye
Pal do pal ki baat nahi

Ho jo kare sang kare
Sang jiye sang mare
Jeena bhi koi jeena hai
Jab tak tera sath nahi
Sath hamara sadiyo ka ye
Pal do pal ki baat nahi....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Jeena Bhi Kya Jeena Hai

Jeena Bhi Kya Jeena Hai is a song from Saboot 1980. It is sung by Kishore Kumar, Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Amit Khanna. Music information: Bappi Lahiri. Read the lyrics above and view the Saboot 1980 album song list for more songs and album details.