Jayengi Pee Ke Nagar Lyrics, Singer & Song Details

Virasat 1997 album cover

Virasat 1997 Album Details

Priyadarshan
Anu Malik
Javed Akhtar
Anil Kapoor, Amrish Puri, Tabu, Pooja Batra, Milind Gunaji, Govind Namdeo

album songs
Jayengi Pee Ke Nagar
Singer : Abhijeet, Anuradha Sriram

Jayengi Pee Ke Nagar Lyrics

Song Title = Jayengi Pee Ke Nagar
Movie/album = Virasat (1997)
Singers=Abhijeet Bhattacharya, Anuradha Sriram
Song Lyricists=Javed Akhtar
Music Director=Anu Malik
Director=Priyadarshan

Mp3 Song Lyrics

((ayegi pee ke nagar saj ke gori
Payegi chanda ko apne chakori
Haatho mein mehandi lali racha ke
Haatho mein mehandi lali racha ke
Naino ke dalegi kajal ki dori
Jayegi pee ke nagar saj ke gori
Payegi chanda ko apne chakori

Aayenge jab dhoom se dulhe raja
Hum bhi bajayenge swagat mein baja
Lekin unhone jo ki baat tedhi
Hum dulhe raja se kah denge ja ja
Na jane kaisi suratiya hai tori
Jayegi pee ke nagar saj ke gori
Payegi chanda ko apne chakori

Chhod ke babul ki galiya ye galiya
Chhod ke angana ki ye phool kaliya
Chhod ke bachpan ki ye saari sakhiya
Gori milayegi sajan se ankhiya
Aayegi na yaad bhi usko mori
Jayegi pee ke nagar saj ke gori
Payegi chanda ko apne chakori))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Jayengi Pee Ke Nagar

Jayengi Pee Ke Nagar is a song from Virasat 1997. It is sung by Abhijeet, Anuradha Sriram. Lyrics are credited to Javed Akhtar. Music information: Anu Malik. Read the lyrics above and view the Virasat 1997 album song list for more songs and album details.