Jawani Ka Yeh Alam Hai Lyrics, Singer & Song Details

Kahin Aar Kahin Paar 1971 album cover

Kahin Aar Kahin Paar 1971 Album Details

Maruti Rao
Ganesh
Shamsul Huda Bihari
Joy Mukherjee, Vimi, Helen

album songs
Jawani Ka Yeh Alam Hai
Singer : Kishore Kumar

Jawani Ka Yeh Alam Hai Lyrics

Song Title = Jawani Ka Yeh Alam Hai
Movie/album = Kahin Aar Kahin Paar (1971)
Singers = Kishore Kumar
Song Lyricists = Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari)
Music Director = Ganesh

Mp3 Song Lyrics

((Jawani ka
Jawani ka yeh alam hai
Khuda hafiz tumhara
Tadap jata hai is dar se
Kabhi dil bhi tha humara
Ke dusman koi bhi
Humara bane na
Humare siwa koi
Tumhare bane na
Ke dusman koi bhi
Humara bane na
Humare siwa koi
Tumhare bane na
Jawani ka yeh alam hai
Khuda hafiz tumhara

Sare nazare kehte
Hai tumse
Dedo hume bhi
Shokhi nazar ki
Jhukne lagi hai ha
Kadamo mein bazi
Aisi lachak hai patli kamar ki
Chikani chikani bahe
Barfili yeh raahe
Hum ko karti hai deewana
Jawani ka
Jawani ka yeh alam hai
Khuda hafiz tumhara

Hey hey hey la la lala

Dil ki nirali duniya mein aao
Aisi suhani basti milegi
Hatho mein koi ha
Saagar na hoga
Aankho mein lekin
Masti milegi
Matwali ho yeh raate
Raato mein yeh baate
Kaisi hoti hai na puchho
Jawani ka
Jawani ka yeh alam hai
Khuda hafiz tumhara
Tadap jata hai is dar se
Kabhi dil bhi tha humara
Ke dusman koi bhi
Humara bane na
Humare siwa koi
Tumhare bane na
Humare siwa koi
Tumhare bane na
Humare siwa koi
Tumhare bane na...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Jawani Ka Yeh Alam Hai

Jawani Ka Yeh Alam Hai is a song from Kahin Aar Kahin Paar 1971. It is sung by Kishore Kumar. Lyrics are credited to Shamsul Huda Bihari. Music information: Ganesh. Read the lyrics above and view the Kahin Aar Kahin Paar 1971 album song list for more songs and album details.