Jawani Ka Guzra Zamaana Lyrics, Singer & Song Details

Waqt Ki Deewar 1981 album cover

Waqt Ki Deewar 1981 Album Details

Ravi Tandon
Laxmikant, Pyarelal
Anjaan
Sanjeev Kumar, Jeetendra, Sulakshana Pandit, Neetu Singh

album songs
Jawani Ka Guzra Zamaana
Singer : Asha Bhosle, Kishore Kumar

Jawani Ka Guzra Zamaana Lyrics

Song Title = Jawani Ka Guzra Zamaana
Movie/album = Waqt Ki Deewar (1981)
Singers = Asha Bhosle, Kishore Kumar, Manna Dey
Lyricists = Anjaan
Music Composer = Laxmikant, Pyarelal
Director = Ravi Tandon

Mp3 Song Lyrics

((zawani ka guzra zamana mujhe yad aane laga
jadu sa chane laga hai dil gungunane laga hai
dil gungunane laga hai
jadu sa chane laga hai dil gungunane laga hai
mera mehman walla meri jan walla
ho gaya kurban walla kya maja aane laga hai
jadu sa chane laga hai dil gungunane laga hai

kya chand utra jami pe kya rat hai ilahi
kya rat hai ilahi
humko mila jo wo teri saugat hai ya ilahi
rukh e roshan se utha jo parda
tere jalwo se ye mera dil ye jagmagane laga
jadu sa chane laga hai dil gungunane laga hai
dil gungunane laga hai

yu apni basti me lake na ched bate banake
na ched bate banake
ab sharam kaisi tujhe mai laya hu dulhan banake
mai to sharmau haye mari jau
mera diwana sanam ye kya sitam dhane laga hai
jadu sa chane laga hai dil gungunane laga hai
dil gungunane laga hai

ya khuda maine jo dua mangi
meri dua ka aaj asar aane laga hai
jadu sa chane laga hai dil gungunane laga hai
dil gungunane laga hai
zawani ka guzra zamana mujhe yad aane laga
jadu sa chane laga hai dil gungunane laga hai
dil gungunane laga hai
jadu sa chane laga hai dil gungunane laga hai.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Jawani Ka Guzra Zamaana

Jawani Ka Guzra Zamaana is a song from Waqt Ki Deewar 1981. It is sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar. Lyrics are credited to Anjaan. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Waqt Ki Deewar 1981 album song list for more songs and album details.