Jawani Bar Bar Nahi Aye Lyrics, Singer & Song Details

Tangewala 1972 album cover

Tangewala 1972 Album Details

Naresh Kumar
Naushad Ali
Majrooh Sultanpuri
Mumtaz Rajendra Kumar, Sujit Kumar

album songs
Jawani Bar Bar Nahi Aye
Singer : Lata Mangeshkar

Jawani Bar Bar Nahi Aye Lyrics

Song Title = Jawani Bar Bar Nhi Aye
Movie/Album = Tangewala (1972)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Majrooh Sultanpuri
Music Composer = Naushad Ali
Director = Naresh Kumar

Mp3 Song Lyrics

((Jawani baar baar nahi aaye
Jawani baar baar nahi aaye
Bedarda ab to najar milale
Jawani baar baar nahi aaye
Jawani hale daule
Hale daule pyar ka jadu
Jhum ke naina daal de babu

Jawani baar baar nahi aaye
Bedarda ab to najar milale
Jawani ek mauj ka naam
Ke jisme nahi hosh ka kam
Jawani ek mauj ka naam
Ke jisme nahi hosh ka kam

Aa soch raha hai kya matwale
Aaj to lut ja eye dilwale
Are diwane dekh ye mausam
Roz roz nahi aaye

Jawani baar baar nahi aaye
Jawani hale daule
Hale daule pyar ka jadu
Jhum ke naina daal de babu

Jawani baar baar nahi aaye
Bedarda ab to najar milale
Mai cham cham chal ke aayi teri or
Ke balma nahi dil pe koi jor
Mai cham cham chal ke aayi teri or
Ke balma nahi dil pe koi jor
Aa pyar se jab tu hath lagaye
Chude ka gajra khil khil jaye
Lade jo tujhe nain to kajra
Nain beech muskaye
Jawani baar baar nahi aaye
Jawani hale daule
Hale daule pyar ka jadu
Jhum ke naina daal de babu

Jawani baar baar nahi aaye
Bedarda ab to najar milale....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Jawani Bar Bar Nahi Aye

Jawani Bar Bar Nahi Aye is a song from Tangewala 1972. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Majrooh Sultanpuri. Music information: Naushad Ali. Read the lyrics above and view the Tangewala 1972 album song list for more songs and album details.