Jaoon Kahan Bata Ae Dil Lyrics, Singer & Song Details

Chhoti Bahen 1959 album cover

Chhoti Bahen 1959 Album Details

L.V. Prasad
Jaikishan, Shankar
Shailendra
Balraj Sahni, Shyama, Rehman

album songs
Jaoon Kahan Bata Ae Dil
Singer : Mukesh

Jaoon Kahan Bata Ae Dil Lyrics

Song Title = Jaoon Kahan Bata Ae Dil
Movie/album = Chhoti Bahen (1959)
Singers = Mukesh
Song Lyricists = Shailendra
Music Composer = Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Director = L. V. Prasad
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Jaoon kahan bata ae dil
Duniya badi hai sangdil
Chaandni aayi ghar jalane
Soojhe na koi manzil
Jaoon kahan bata ae dil
Duniya badi hai sangdil
Chandni aayi ghar jalane
Soojhe na koi manzil
Jaoon kahan bata ae dil

Banke toote yahaan aarzoo ke mahal
Ye zameen aasmaan bhi gaye hain badal
Kahti hai zindagi is jahaan se nikal
Kahti hai zindagi is jahaan se nikal
Jaoon kahan bata ae dil
Duniya badi hai sangdil
Chandni aayi ghar jalane
Soojhe na koi manzil
Jaoon kahan bata ae dil

Haay is paar to aansuon ki dagar
Jaane us paar kyaa ho kise hai khabar
Thokaren kha rahi har kadam par nazar
Thokaren kha rahi har kadam par nazar
Jaoon kahan bata ae dil
Duniya badi hai sangdil
Chandni aayi ghar jalane
Soojhe na koi manzil
Jaoon kahan bata ae dil...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Jaoon Kahan Bata Ae Dil

Jaoon Kahan Bata Ae Dil is a song from Chhoti Bahen 1959. It is sung by Mukesh. Lyrics are credited to Shailendra. Music information: Jaikishan, Shankar. Read the lyrics above and view the Chhoti Bahen 1959 album song list for more songs and album details.