Janib Female Version Lyrics, Singer & Song Details

Dilliwali Zaalim Girlfriend 2015 album cover

Dilliwali Zaalim Girlfriend 2015 Album Details

Japinder Kaur
Jatinder Shah
Kumaar
Divyendu Sharma, Jackie Shroff, Prachi Mishra and Ira Dubey

album songs
Janib Female Version
Singer : Sunidhi Chuahan

Janib Female Version Lyrics

Song Lyrics Title = Janib (Female Version)
Song Lyrics Movie = Diliwaali Zaalim Girlfriend (2015)
Singers = Sunidhi Chuahan
Music = Jatinder Shah
Lyrics = Kumaar
Music Label = T-Series

Mp3 Song Lyrics

((Paani chhan vicho kaa pita
Ve tere vicho Rab disda
Tenu sajda ee taa kita

Aaye jaaye dil teri janib
Aana jaana lagta hai wajib
Ishq mein tere dil hai musafir
Bhoola dhadkane teri khatir
Hai ye waaste tere haazir
Ishq mein tere dil hai musafir

Neendein bhi le gaye
Mujhe yun de gaye
Bechainiyan.. bechainiyan..

Aaye jaaye dil teri janib
Aana jaana lagta hai wajib
Dil musafir hai tere ishq mein (2)

Din dhadakne lage hain tujh mein
Saans lene lagi hain raatein
Kal talak lafz bhi nahi thhe
Aaj hone lagi hain baatein (2)

Teri main ho gayi
Tabhi toh kho gayi
Tanhaiyaan.. tanhaiyaan..

Aaye jaaye dil teri janib
Aana jaana lagta hai wajib
Dil musafir hai tere ishq mein (2)

Bin tere ye jahaan ab nahin
Tu hai jahaan Rab hai wahin
Tu hai toh hai maayne mere
Warna koi mera matlab nahi (2)

Yaadon mein hai tu hi
Khwabon mein hai teri
Parchaiyaan... parchaiyaan..

Aaye jaaye dil teri janib
Aana jaana lagta hai wajib
Dil musafir hai tere ishq mein... (2) .))

Posted by : {Anamika Tyagi}

Janib Female Version Video

About Janib Female Version

Janib Female Version is a song from Dilliwali Zaalim Girlfriend 2015. It is sung by Sunidhi Chuahan. Lyrics are credited to Kumaar. Music information: Jatinder Shah. Read the lyrics above and view the Dilliwali Zaalim Girlfriend 2015 album song list for more songs and album details.