Janglee Title Track Lyrics, Singer & Song Details

Janglee 1961 album cover

Janglee 1961 Album Details

Subodh Mukherjee
Shankar, Jaikishan
Shailendra
Shammi Kapoor, Saira Banu, Shashikala

album songs
Janglee Title Track
Singer : Mohammed Rafi

Janglee Title Track Lyrics

Song Title = Janglee Title Track
Movie/Album = Janglee (1961)
Singer = Mohammed Rafi
Music Director = Shankar Jaikishan
Lyricist = Shailendra

Mp3 Song Lyrics

((yahoo, yahoo
(chahe koyee mujhe junglee kahe, kehne do jee kehta rahe
hum pyar ke tufano me gire hai, hum kya kare) - (2)
chahe koyee mujhe junglee kahe
yahoo, yahoo

(mere sine me bhee dil hai, hai mere bhee kuchh arman
mujhe patthar toh naa samjho, mai hu akhir ik insan) - (2)
rah meree wohee jiss pe duniya chali - (2)
chahe koyee mujhe junglee kahe, kehne do jee kehta rahe
hum pyar ke tufano me gire hai, hum kya kare
chahe koyee mujhe junglee kahe
yahoo, yahoo

(sard aahe keh rahi hai, hai yeh kaisee bala kee aag
sote sote jindganee ghabara ke uthee hai jag) - (2)
mai yaha se waha jaise yeh aasman - (2)
(chahe koyee mujhe junglee kahe, kehne do jee kehta rahe
hum pyar ke tufano me gire hai, hum kya kare) - (2)
chahe koyee mujhe junglee kahe
yahoo, yahoo....))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Janglee Title Track

Janglee Title Track is a song from Janglee 1961. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Shailendra. Music information: Shankar, Jaikishan. Read the lyrics above and view the Janglee 1961 album song list for more songs and album details.