Jane Mujhe Kya Hua Re Lyrics, Singer & Song Details

Janwar Aur Insaan 1972 album cover

Janwar Aur Insaan 1972 Album Details

Tapi Chanakya
Anandji, Kalyanji Veerji
Indeevar
Shashi Kapoor, Raakhee, Madan Puri

album songs
Jane Mujhe Kya Hua Re
Singer : Kishore Kumar, Lata Mangeshkar

Jane Mujhe Kya Hua Re Lyrics

Song Title = Jane Mujhe Kya Hua Re
Movie/Album = Janwar Aur Insaan (1972)
Singer = Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Lyricist =Indeevar, Gulshan Bawra
Music Director =Anandji, Kalyanji Veerji

Mp3 Song Lyrics

((jane mujhe kya hua re kya hua re jane mujhe kya hua re
jabse tune chhua re dil ki lagi or badhi jaye
jane mujhe kya hua re jabse tune chhua re
dil ki lagi or badhi jaye haye
chhune se tera ye haal hai kaisa ye kamal hai
jane kya hoga baho me jo aaye haye oye hoye
chhune se tera ye haal hai kaisa ye kamal hai
jane kya hoga baho me jo aaye haye

teri baho me na aau teri baho me na aau
kahi jal hi na jau mera dil bhi to mane na
jo bhi dil me lagaye vahi dil ki bhujhaye
meri jaa tu ye jane na jane mujhe kya hua re
jabse tune chhua re dil ki lagi or badhi jaye haye
chhune se tera ye haal hai kaisa ye kamal hai
jane kya hoga baho me jo aaye haye

na bana tu bahane na bana tu bahane
kya milega diwane meri julfo ko uljha ke
wo kali to khilegi pyar se jo milegi
jara mil humse lehra ke jane mujhe kya hua re
jabse tune chhua re dil ki lagi or badhi jaye haye
chhune se tera ye haal hai kaisa ye kamal hai
jane kya hoga baho me jo aaye haye ....))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Jane Mujhe Kya Hua Re

Jane Mujhe Kya Hua Re is a song from Janwar Aur Insaan 1972. It is sung by Kishore Kumar, Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Anandji, Kalyanji Veerji. Read the lyrics above and view the Janwar Aur Insaan 1972 album song list for more songs and album details.