Jane Kyon Aisa Lagta Hai Lyrics, Singer & Song Details

Shradhanjali 1981 album cover

Shradhanjali 1981 Album Details

Anil Sharma
Hemant Bhosle
Anjaan
Rakhee Gulzar, Suresh Oberoi, Deepak Parashar

album songs
Jane Kyon Aisa Lagta Hai
Singer : Asha Bhosle, K. J. Yesudas

Jane Kyon Aisa Lagta Hai Lyrics

Song Title = Jane Kyon Aisa Lagta Hai
Movie/Album = Shradhanjali (1981)
Singers = Asha Bhosle, K. J. Yesudas
Song Lyricists = Anjaan
Music Composer = Hemant Bhosle
Director = Anil Sharma

Mp3 Song Lyrics

((Jane kyu aisa lagta hai
Aisa lagta hai
Jab jab jab jab humne janam liya
Har bar tumhi se pyar kiya
Jab jab humne janam liya
Har bar tumhi se pyar kiya
Tere naam ka hai sindoor bhara
Tere pyar se hi singaar kiya
Jane kyu aisa lagta hai
Jane kyu aisa lagta hai

Tujhse milne se pehle bhi
Teri surat thi mere aankho mein
Teri yaadein thi mere sapno mein
Teri khushbu thi meri sanso mein
Shayad pehle bhi kahi hone
Ye pyar ka tha ikraar kiya
Jane kyu aisa lagta hai
Jane kyu aisa lagta hai

Jeete ji yahan sab pyar kare
Hum mar ke bhi pyar nibhayenge
Tujhse mil ke jina sikha
Tere pyar mein hum mar jayenge
Tere sath jiye
Tere sath mare
Jivan mein yahi har bar kiya
Jane kyu aisa lagla hai
Lagla hai
Jane kyu aisa lagla hai
Jane kyu aisa hai.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Jane Kyon Aisa Lagta Hai

Jane Kyon Aisa Lagta Hai is a song from Shradhanjali 1981. It is sung by Asha Bhosle, K. J. Yesudas. Lyrics are credited to Anjaan. Music information: Hemant Bhosle. Read the lyrics above and view the Shradhanjali 1981 album song list for more songs and album details.