Jane Kya Dhoondta Lyrics, Singer & Song Details

Sur 2002 album cover

Sur 2002 Album Details

Tanuja Chandra
M. M. Keeravani
Muqtida Hasan Nida Fazli
Lucky Ali, Gauri Karnik, Simone Singh, Achint Kaur, Divya Dutta

album songs
Jane Kya Dhoondta
Singer : Lucky Ali

Jane Kya Dhoondta Lyrics

Song Title = Jane Kya Dhoondta
Movie/album =Sur (2002)
Singers = Lucky Ali
Song Lyricists = Muqtida Hasan Nida Fazli
Music Director = M. M. Keeravani
Director = Tanuja Chandra

Mp3 Song Lyrics

((Jaane kya dhoondta hai ye mera dil
Tujhko kya chaahiye zindagi
Jaane kya dhoondta hai ye mera dil
Tujhko kya chaahiye zindagi
Raaste hi raaste hain kaisa hai yeh safar
Dhoondti hain jisko nazrein jaane hai voh kidhar
Jaane kya dhoondta hai ye mera dil
Tujhko kya chaahiye zindagi
Jaane kya dhoondta hai ye mera dil
Tujhko kya chaahiye zindagi

Bechehra sa koi sapna hai voh
Kahin nahin hai phir bhi apna hai voh
Aise mere andar shaamil hai voh
Main hoon behta dariya saahil hai voh
Hai kahan voh voh kidhar hai raaste kuch to bata
Kaun sa uska nagar hai rehguzar kuch to bata
Dhoondti hain jisko nazrein jaane hai voh kidhar
Jaane kya dhoondta hai ye mera dil
Tujhko kya chaahiye zindagi
Jaane kya dhoondta hai ye mera dil
Tujhko kya chaahiye zindagi

Soona sa hai mandir moorat nahin
Khaali hai aaina soorat nahin
Jeene ka jeevan mein kaaran to ho
Maheke kaise kaliyaan gulshan to ho
Shamma hai jo mujh mein roshan voh viraasat kisko doon
Door tak koi nahin hai apni chaahat kisko doon
Dhoondti hain jisko nazrein jaane hai voh kidhar
Jaane kya dhoondta hai ye mera dil
Tujhko kya chaahiye zindagi
Jaane kya dhoondta hai ye mera dil
Tujhko kya chaahiye zindagi.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Jane Kya Dhoondta

Jane Kya Dhoondta is a song from Sur 2002. It is sung by Lucky Ali. Lyrics are credited to Muqtida Hasan Nida Fazli. Music information: M. M. Keeravani. Read the lyrics above and view the Sur 2002 album song list for more songs and album details.