Jane Kaisa Chhane Laga Nasha Lyrics, Singer & Song Details

Zabak 1961 album cover

Zabak 1961 Album Details

Homi Wadia
Chitragupta Shrivastava
Prem Dhawan
Mahipal, Shyama, Achala Sachdev, Manhar Desai

album songs
Jane Kaisa Chhane Laga Nasha
Singer : Lata Mangeshkar

Jane Kaisa Chhane Laga Nasha Lyrics

Song Title = Jane Kaisa Chhane Laga Nasha
Movie/Album = Zabak (1961)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Prem Dhawan
Music Composer = Chitragupta Shrivastava
Director = Homi Wadia

Mp3 Song Lyrics

((Jane kaisa chane laga nasha ye pyar ka
Thoda thoda ane laga maza bahar ka
Jane kaisa chane laga nasha ye pyar ka
Thoda thoda ane laga maza bahar ka

Dil jo mile, gul se khile, jan gaye hamaraz naye
Dil jo mile, gul se khile, jan gaye hamaraz naye
Tujhse sanam, teri kasam, sikh liye adaz naye
Gayi dilko uda, teri shok ada, mera bas na chala
Jane kaisa chane laga nasha ye pyar ka
Thoda thoda ane laga maza bahar ka

Dil hai nada rat hasi, kaisa sama hai kaisi ghadi
Kaise bujhe dil ki lagi ab to ye muskil an padi
Dil hai nada rat hasi, kaisa sama hai kaisi ghadi
Kaise bujhe dil ki lagi ab to ye muskil an padi
Aisaa dard mila, nahi jiski dava, tere pyaar ke sivaa
Jaane kaisa chane laga nasha ye pyar ka
Jaane kaisa chane laga nasha ye pyar ka
Thoda thoda ane laga maza bahar ka...))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Jane Kaisa Chhane Laga Nasha

Jane Kaisa Chhane Laga Nasha is a song from Zabak 1961. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Prem Dhawan. Music information: Chitragupta Shrivastava. Read the lyrics above and view the Zabak 1961 album song list for more songs and album details.