Jane Jaan Paas Aao Lyrics, Singer & Song Details

Yeh Rastey Hain Pyar Ke 1963 album cover

Yeh Rastey Hain Pyar Ke 1963 Album Details

R.K. Nayyar
Ravi Shankar Sharma
Rajendra Krishan
Ashok Kumar, Sunil Dutt, Leela Naidu

album songs
Jane Jaan Paas Aao
Singer : Asha Bhosle, Sunil Dutt

Jane Jaan Paas Aao Lyrics

Song Title = Jane Jaan Paas Aao
Movie/album = Yeh Rastey Hain Pyar Ke (1963)
Singers = Asha Bhosle, Sunil Dutt
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Director = Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Director = R.K. Nayyar

Mp3 Song Lyrics

((Jane jana pas aao aao na kya kaha soch lo
Ye hawaye kya kahegi ye nazare kya kahege

Do jawan dil magar dur dur
Jal rahe hai apni apni aag me aao na

Hawao ko dekho nazaro ko dekho
Jo mujhse hai badke hanseen

Mera husn to hai nigaho ka dhokha
Ye dhokha na khana kahi

Jane bahar jane jigar raksh
Ki in chanchal lehro me

Kyu na hum dono bah jaye
Chillane do in sazo ko

Hum chupke se kuchh kah jaye
Aao sarajo pas aa jao

Ghulti milti in sanso
Ki khushboo jivan jyot banegi

Preet hasengi hey na
Ye sanso ki khushboo ye bato ka jadu

Ye sajish hai halat ki
Ye nagmo ki barish ye sazo ki halchal
Hai bas ek hi raat ki

Ye khamoshi ye aadhi raat chand ki
Aankhe aujhal aujhal

Aise me kyu na hum dono chalte jaye
Badhte jaye aur jaha aakash
Zameen se mil jaye

Dam tod de hum dono subha
Swere koi pharishta
Shehar ko aaye dekhe do thandi lasho ko

Aur shabnam ke katre
Chunkar unko ek kafan pehna de

Mera is safar me ye pehla kadam hai
Chalungi jidhar le chalo

Na raho se vakif na malum manzil
Main hu bekhabar le chalo

Main hu bekhabar le chalo
Main hu bekhabar le chalo.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Jane Jaan Paas Aao

Jane Jaan Paas Aao is a song from Yeh Rastey Hain Pyar Ke 1963. It is sung by Asha Bhosle, Sunil Dutt. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Ravi Shankar Sharma. Read the lyrics above and view the Yeh Rastey Hain Pyar Ke 1963 album song list for more songs and album details.