Jane Bahara Jane Tamanna Lyrics, Singer & Song Details

Dil Ne Jise Apna Kahaa 2004 album cover

Dil Ne Jise Apna Kahaa 2004 Album Details

Atul Agnihotri
A. R. Rahman
Mahboob
Salman Khan, Preity Zinta, Bhoomika Chawla

album songs
Jane Bahara Jane Tamanna
Singer : Kamal Khan, Sadhana Sargam

Jane Bahara Jane Tamanna Lyrics

Song Title = Jane Bahara Jane Tamanna
Movie/album = Dil Ne Jise Apna Kaha (2004)
Singers = Kamal Khan, Sadhana Sargam
Song Lyricists = Mahboob
Music Director = A.R. Rahman
Director = Atul Agnihotri

Mp3 Song Lyrics

((Jane bahara jane tamanna
Mehka diya aashiya
Jane bahara jane tamanna
Mehka diya aashiya
Aankho me jo sapne the
Mere tumne rang diya
Tum pe hai aakar rukti
Hain sab meri khushiya
Teri khushi me hi basti
Hain meri yeh duniya
Yu haste gate muskurate
Gujre hain jo pal
Aaye kal bhi laut kar
Arey chhodo kyo kal kaa
Soche kal ki bate kal
Aaj ji le jhumkar jane bahara jane
Tamanna mehka diya aashiya

Kismat ko meri tumne
Mohabbat se kiya roshan
Roshan hain tere dam se
Mera mann yeh jivan
Jivan ke imtihan me
Sehra me gulsita me saya
Banke rahungi o piya
Jane bahara jane tamanna
Mehka diya aashiya
Aankho me jo sapne the
Mere tumne rang diya

Ek tohfa jara yu do
Tum jaisi murat ho
Murat ho magar jiski
Tum jaisi surat ho
Chanda ya chandni ho
Sagar ho ya nadi ho
Hongi apni hi woh nishaniya
Jane bahara jane tamanna
Mehka diya aashiya
Aankho me jo sapne the
Mere tumne rang diya
Yu haste gate muskurate
Gujre hain jo pal
Aaye kal bhi laut kar arey
Chhodo kyo kal kaa soche
Kal ki bate kal aaj ji le jhumkar
Jane bahara jane tamanna
Mehka diya aashiya...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Jane Bahara Jane Tamanna

Jane Bahara Jane Tamanna is a song from Dil Ne Jise Apna Kahaa 2004. It is sung by Kamal Khan, Sadhana Sargam. Lyrics are credited to Mahboob. Music information: A. R. Rahman. Read the lyrics above and view the Dil Ne Jise Apna Kahaa 2004 album song list for more songs and album details.