Janam Janam Ke Lyrics, Singer & Song Details

Qayamat Hi Qayamat 2012 album cover

Qayamat Hi Qayamat 2012 Album Details

Vicky Ranawat
Anchal Talesara
Sudhakar Sharma
Prakash Sagar, Ester Noronha, Upasna Singh, Govind Namdev, Zakir Hussain, Ranjee

album songs
Janam Janam Ke
Singer : Sadhana Sargam, Vinod Rathod

Janam Janam Ke Lyrics

Song Title = Janam Janam Ke
Movie/album = Qayamat Hi Qayamat (2012)
Singers = Sadhana Sargam, Vinod Rathod
Song Lyricists = Sudhakar Sharma
Music Director = Anchal Talesara
Director = Vicky Ranawat

Mp3 Song Lyrics

((Janam janam ke saathi hum tum hum tum
Janam janam ka apna hai yeh pyaar hai yeh pyaar
Bole yeh mehandi, bole yeh bindiya, bole yeh shngaar

Janam janam ke saathi hum tum hum tum
Janam janam ka apna hai yeh pyaar hai yeh pyaar
Bole yeh choodiyan, bole yeh chunaria, bole yeh singaar
Hey hey hey hey hey hey hey hey hey...

Main teri radha, tu mera krishna
Aadhi adhoori milan ki hai trishna
Main hoon sawan, tu hai badaria
In bahon mein gori hai meri dunia
Sanson ki sargam bole hai hardam
Bole payal ki jhankar

Ho..
Janam janam ke saathi hum tum hum tum
Janam janam ka apna hai yeh pyaar hai yeh pyaar
Bole yeh choodiyan, bole yeh chunaria, bole yeh singaar

Main hoon dhool dhara ki
Tu hai pawan basanti
Kabhi na tute sajna
Dori mann se mann ki
Raha jo pyaar adhoora
Lenge janam dobara
Mauj hoon main sagar ki
Tu nadiya ki dhara
Bole yeh dharti, bole yeh ambar, bole yeh mann ka sitaar

Arre janam janam ke saathi hum tum hum tum
Janam janam ka apna hai yeh pyaar hai yeh pyaar
Bole yeh choodiyan, bole yeh chunaria, bole yeh singar
Bole yeh singar, hoo.. bole yeh singaar
Bole yeh singar, hoo.. bole yeh singaar..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Janam Janam Ke

Janam Janam Ke is a song from Qayamat Hi Qayamat 2012. It is sung by Sadhana Sargam, Vinod Rathod. Lyrics are credited to Sudhakar Sharma. Music information: Anchal Talesara. Read the lyrics above and view the Qayamat Hi Qayamat 2012 album song list for more songs and album details.