Sasural 1961 - Download Mp3 Song

Sasural 1961

Sasural 1961

T Prakash Rao
Shankar, Jaikishan
Hasrat Jaipuri
Rajendra Kumar, B Saroja Devi

album songs
Jana Tumhare Pyar Mein
Singer : Lata Mangeshkar, Mukesh

Jana Tumhare Pyar Mein Lyrics

Song Title = Jana Tumhare Pyar Mein
Movie/Album = Sasural (1961)
Singers = Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Song Lyricists = Hasrat Jaipuri
Music Director = Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Director = T Prakash Rao
Music Label = Saregama

Mp3 Songs Lyrics

((Apni ulfat pe zamaane ka na pehra hota
To kitna achha hota
To kitna achha hota
Pyaar ki raat ka koi na savera hota
To kitna achha hota
To kitna achha hota
Apni ulfat pe zamaane ka na pehra hota
To kitna achha hota
To kitna achha hota

Paas rehkar bhi bahut door bahut door rahe
Ek bandhan mein bandhe phir bhi to hum door rahe
Paas rehkar bhi bahut door bahut door rahe
Ek bandhan mein bandhe phir bhi to hum door rahe
Meri raahon mein na uljhan ka andhera hota
To kitna achha hota
To kitna achha hota
Pyaar ki raat ka koi na savera hota
To kitna achha hota
To kitna achha hota

Dil miley aankh mili
Pyaar na milne paaye
Baaghbaan kehta hai do phool na khilne paayen
Dil miley aankh mili
Pyaar na milne paaye
Baaghbaan kehta hai do phool na khilne paayen
Apni manzil ko jo kaanton ne na ghera hota
To kitna achha hota
To kitna achha hota
Apni ulfat pe zamaane ka na pehra hota
To kitna achha hota
To kitna achha hota

Ajab sulagti huyi lakdiyaan hain jagwaale
Mile to aag ugalte kate to dhoonwa karen
Ajab sulagti huyi lakdiyaan hai jagwaale
Mile to aag ugalte kate to dhoonwa karen
Apni duniya mein bhi sukh chain ka phera hota
To kitna achha hota
To kitna achha hota
Apni ulfat pe zamaane ka na pehra hota
To kitna achha hota
To kitna achha hota
Pyaar ki raat ka koi na savera hota
To kitna achha hota
To kitna achha hota..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

Jana Tumhare Pyar Mein Video

Video Description :

Jana Tumhare Pyar Mein download mp3 song

Recent Tags : Jana Tumhare Pyar Mein Lyrics | Jana Tumhare Pyar Mein Video Song | Jana Tumhare Pyar Mein free play mp3 song | Jana Tumhare Pyar Mein free download mp3 song | Jana Tumhare Pyar Mein Full Video Song | Free Jana Tumhare Pyar Mein movie songs | Jana Tumhare Pyar Mein free songs | Jana Tumhare Pyar Mein play online | Jana Tumhare Pyar Mein free mp3 song download | Jana Tumhare Pyar Mein online play Song | Jana Tumhare Pyar Mein Hindi Lyrics | Jana Tumhare Pyar Mein Lyrics | Jana Tumhare Pyar Mein online mp3 songs | Jana Tumhare Pyar Mein full songs | Jana Tumhare Pyar Mein online music | Jana Tumhare Pyar Mein free Video | Jana Tumhare Pyar Mein online Video | Jana Tumhare Pyar Mein mp3 Download | Free Download Jana Tumhare Pyar Mein song