Jana Jana Jaldi Kya Hai Lyrics, Singer & Song Details

Deedar E Yaar 1982 album cover

Deedar E Yaar 1982 Album Details

Harnam Singh Rawail
Laxmikant, Pyarelal
Kaifi Azmi, Sahir Ludhianvi
Jeetendra, Rekha, Rishi Kapoor

album songs
Jana Jana Jaldi Kya Hai
Singer : Asha Bhosle

Jana Jana Jaldi Kya Hai Lyrics

Song Title = Jana Jana Jaldi Kya Hai
Movie/album = Deedar E Yaar (1982)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Kaifi Azmi, Sahir Ludhianvi
Music Composer = Laxmikant, Pyarelal

Mp3 Song Lyrics

((Jana jana jaldi kya hai
Rat mahak to jane do
Jana jana jaldi kya hai
Raat mahak to jane do
Thahro thahro dil to thahre
Hosh me mujhko aane do
Jana jana jaldi kya hai
Jana jana jaldi kya hai
Rat mahak to jane do
Thahro thahro dil to thahre
Hosh mein mujhko aane do
Jana jana jaldi kya hai

Dore kitne gulabi hai
In kali kali aankho ke
Dore kitne gulabi hai
In kali kali aankho ke
Hum janam ke pyase aashik hai
Do matwali aankho ke
Pike inhi paymano se
Madhosh hame ho jane do
Thahro thahro dil to thahre
Hosh mein mujhko aane do
Jana jana jaldi kya hai
Rat mahak to jane do
Thahro thahro dil to thahre
Hosh me mujhko aane do
Jana jana jaldi kya hai

Jis dil mein aap samaye hai
Us dil mein hame rushwai kaha
Jis dil mein aap samaye hai
Us dil mein hame rushwai kaha
Kya jane uda le jaye hame
Aapki ek angdayi kaha
Hum aapki baaho mein
Baaho mein hame bal khane do
Thahro thahro dil to thahre
Hosh mein mujhko aane do
Jana jana jaldi kya hai

In mast nigaho ki masti
Dil par chai jati hai
In mast nigaho ki masti
Dil par chhai jati hai
Arma jage hai aise
Nind si aayi jati hai
Is pathar jaise sine par
Sar rakh kar mujhe so jane do
Thahro thahro dil to thahre
Hosh mein mujhko aane do
Jana jana jaldi kya hai
Jana jana jaldi kya hai
Jana jana jaldi kya hai
Raat mahak to jane do
Thahro thahro dil to thahre
Hosh mein mujhko aane do
Jana jana jaldi kya hai...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Jana Jana Jaldi Kya Hai

Jana Jana Jaldi Kya Hai is a song from Deedar E Yaar 1982. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Kaifi Azmi, Sahir Ludhianvi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Deedar E Yaar 1982 album song list for more songs and album details.