Jai Santoshi Maa Lyrics, Singer & Song Details

Jai Santoshi Maa 1975 album cover

Jai Santoshi Maa 1975 Album Details

Vijay Sharma
C Arjun
Pradeep
Bharat Bhushan, Ashish Kumar, Kanan Kaushal

album songs
Jai Santoshi Maa
Singer : Kavi Pradeep

Jai Santoshi Maa Lyrics

Song Lyrics Title = Jai Santoshi Maa
Song Lyrics Movie = Jai Santoshi Maa (1975)
Singer = Kavi Pradeep
Lyricist = Pradeep
Music Director = C Arjun
Film Director = Vijay Sharma
Film Producer = Satram Rohara

Mp3 Songs Lyrics

((mainn toh aarati utaru re santoshi mata ki
main toh aarati utaru re santoshi mata ki
main toh aarati utaru re
jai jai santoshi mata jai jai maa
jai jai santoshi mata jai jai maa
jai jai santoshi mata jai jai maa
jai jai santoshi mata jai jai maa

badi mamata hai, bada pyar maa ki aankhon mein, maa ki aankhon

mein
badi karuna maya dular maa ki aankhon mein, maa ki aankhon

mein
kyun na dekhu main barambar maa ki aankhon mein
kyun na dekhu main barambar maa ki aankhon mein
dikhe har ghadi dikhe har ghadi naya chamatkar maa ki aankhon

mein, maa ki aankhon mein
ho nritya karu jhum jhum, jham jhamajham jhum jhum
nritya karu jhum jhum, jham jhamajham jhum jhum
jhanki niharu re, o banki banki jhanki niharu re
main toh aarati utaru re santoshi mata ki
main toh aarati utaru re
jai jai santoshi mata jai jai maa
jai jai santoshi mata jai jai maa
jai jai santoshi mata jai jai maa
jai jai santoshi mata jai jai maa

sada hoti hai jai jaiakar maa ke mandir mein, maa ke mandir mein
nit jhanjhar ki hoye jhankar maa ke mandir mein, maa ke mandir

mein
sada manjir karte pukar maa ke mandir mein
sada manjir karte pukar maa ke mandir mein
vardan ke vardan ke bhare hain bhandar maa ke mandir mein, maa

ke mandir mein
ho dip dharu dhup dharu, prem sahit bhakti karu
ho dip dharu dhup dharu, prem sahit bhakti karu
jivan sudharu re, o pyara pyara jivan sudharu re
main toh aarati utaru re santoshi mata ki
main toh aarati utaru re
jai jai santoshi mata jai jai maa
jai jai santoshi mata jai jai maa
jai jai santoshi mata jai jai maa
jai jai santoshi mata jai jai maa..))

Posted by : { Anamika Tyagi }

About Jai Santoshi Maa

Jai Santoshi Maa is a song from Jai Santoshi Maa 1975. It is sung by Kavi Pradeep. Lyrics are credited to Pradeep. Music information: C Arjun. Read the lyrics above and view the Jai Santoshi Maa 1975 album song list for more songs and album details.