Jai Jai Ganapati Deva Lyrics, Singer & Song Details

Shri Ganesh Aarti album cover

Shri Ganesh Aarti Album Details

Shri Ganesh Aarti
Ajay Swami
Bharat Vyas
Shri Ganesh Aarti

album songs
Jai Jai Ganapati Deva
Singer : Dilraj Kaur, Anuradha Paudwal

Jai Jai Ganapati Deva Lyrics

Song Lyrics Title = Jai Jai Ganapati Deva
Album Name = Jai Dwarkadheesh 1977
Singer = Dilraj Kaur, Anuradha Paudwal
Lyricist = Bharat Vyas
Music Director = Ajay Swami

Mp3 Song Lyrics

he deva he deva hum aaye dwar tumhare
sankat me pran hamare
parbhu sankat aaj haro hum par itni daya karo
jai jai ganpati deva hum kare tumhari sewa
jai jai ganpati deva hum kare tumhari sewa
he deva he deva

sabse partham tumhara pujan
hota magal kari hota magal kari
gajanand anand pand tum ho sabke hitkari
tum ho sabke hitkari
jab jab vighan pade bhakto par
tumne laz bachai tumne laz bachai
koi pujaran tere dwar se khali hath na aayi
he deva he deva

darsh bina vyakul hai jiyra pyase pyase naina
pyase pyase naina
rah nihar nihar thaki hu din bine na raina
he fal nayak sidhik vinayak
ab to darsh karado ab to darsh karado
mere man ke manmohan ab to aaj milado
he deva he deva hum aaye dwar tumhare
sankat me pran hamare
parbhu sankat aaj haro hum par itni daya karo

hum to bhola bhale man ki bigdi bat bana do
bigdi bat bana do tum jag ke palak ho hamko
jab ninda se bacha do jab ninda se bacha do
agar hamari bhakti sachi apni shakti dikha do
apni shakti dikha do
jo kalang hum pe laga hai ab wo kalank mita do
ab wo kalank mita do ab wo kalank mita do
ab wo kalank mita do ab wo kalank mita do
mita do mita do mita do

Posted by : {Soni}

About Jai Jai Ganapati Deva

Jai Jai Ganapati Deva is a song from Shri Ganesh Aarti. It is sung by Dilraj Kaur, Anuradha Paudwal. Lyrics are credited to Bharat Vyas. Music information: Ajay Swami. Read the lyrics above and view the Shri Ganesh Aarti album song list for more songs and album details.