Jai Jai Bharat Desh Hamara Lyrics, Singer & Song Details

Matlabi Duniya 1961 album cover

Matlabi Duniya 1961 Album Details

M Thakur, Radhakant
Bharat Mehta, Jayanti Joshi
Ramesh Gupta
Anant Kumar, Asha, Dhumal, Satish Vyas

album songs
Jai Jai Bharat Desh Hamara
Singer : Amirbai Karnataki, Talat

Jai Jai Bharat Desh Hamara Lyrics

Song Title = Jai Jai Bharat Desh Hamara
Movie/Album = Matlabi Duniya 1961
Singers = Amirbai Karnataki, Talat Mahmood
Song Lyricists = Ramesh Gupta
Music Composer = Bharat Mehta, Jayanti

Mp3 Song Lyrics

((Jay jay bharat desh humara
Jay jay bharat desh
Jay jay bharat desh humara
Jay jay bharat desh
Aur shanti ka duniya ko
Deta hai sandesh
Aur shanti ka duniya ko
Deta hai sandesh
Jay jay bharat desh humara
Jay jay bharat desh
Jay jay bharat desh humara
Jay jay bharat desh

Huye yaha par balak neta
Law kush jaise veer vijeta
Huye yaha par balak neta
Law kush jaise veer vijeta
Maut se takkar lene wale
Dhruv prahlad srawan nachketa
Maut se takkar lene wale
Dhruv prahlad srawan nachketa
Haun har se amar shahido ka
Yeh pyara desh
Jay jay bharat desh humara
Jay jay bharat desh
Jay jay bharat desh humara
Jay jay bharat desh

Ram krishan gautam gandhi ne
Is dharti par janam liya
Ram krishan gautam gandhi ne
Is dharti par janam liya
Veer bharat ke parakramo ne
Bharat bhumi ise naam diya
Veer bharat ke parakramo ne
Bharat bhumi ise naam diya
Is dharti ke bache dete
Jag ko yahi aadesh
Jay jay bharat desh humara
Jay jay bharat desh
Jay jay bharat desh humara
Jay jay bharat desh

Sita tara sawitri thi
Veer humari mata
Sita tara sawitri thi
Veer humari mata
Jin jin se itihas amar hai
Unse humara nata
Jin jin se itihas amar hai
Unse humara nata
Shadiyo se yeh desh
Jag ko deta hai yahi updesh
Jay jay bharat desh humara
Jay jay bharat desh
Jay jay bharat desh humara
Jay jay bharat desh
Jay jay bharat desh humara
Jay jay bharat desh...))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Jai Jai Bharat Desh Hamara

Jai Jai Bharat Desh Hamara is a song from Matlabi Duniya 1961. It is sung by Amirbai Karnataki, Talat. Lyrics are credited to Ramesh Gupta. Music information: Bharat Mehta, Jayanti Joshi. Read the lyrics above and view the Matlabi Duniya 1961 album song list for more songs and album details.