Jahan Mein Aisa Kaun Hai Lyrics, Singer & Song Details

Hum Dono 1962 album cover

Hum Dono 1962 Album Details

Amarjeet
Jaidev Kumar
Sahir Ludhianvi
Dev Anand, Nanda, Sadhana

album songs
Jahan Mein Aisa Kaun Hai
Singer : Lata Mangeshkar

Jahan Mein Aisa Kaun Hai Lyrics

Song Lyrics Title = Jahan Mein Aisa Kaun Hai
Song Lyrics Movie = Hum Dono (1961)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Sahir Ludhianvi
Music Composer = Jaidev Kumar
Director = Amarjeet

Mp3 Song Lyrics

((dukh aur sukh ke raste
bane hai sabke vaste
jo gam se haar jaooge
to kis tarah nibhaooge
kushi mile hume ke gam
kushi mile hume ke gam
jo hoga baat lege hum
mujhe tum aajmaao to
zara nazar milaoo to
zara nazar milaoo to
ye jisme to
dilo me fasla nahi
jahan me aisa kaun hai
jahan me aisa kaun hai
ke jisko gam mila nahi

tumhare pyar ki kasam
tumhara gam hai mera gam
na yu bhujhe bhujhe raho
jo dil ki baat hai kaho
jo mujhse bhi chupaaoge
jo mujhse bhi chupaaoge
to phir kise bataoge
main koi gair to nahi
dilaao kis tarah yakeen
dilaao kis tarah yakeen
ke tum se main juda nahi
mujhse tum juda nahi

tum se main juda nahi
mujhse tum juda nahi
tum se main juda nahi
mujhse tum juda nahi
tum se main juda nahi
mujhse tum juda nahi.....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Jahan Mein Aisa Kaun Hai

Jahan Mein Aisa Kaun Hai is a song from Hum Dono 1962. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Sahir Ludhianvi. Music information: Jaidev Kumar. Read the lyrics above and view the Hum Dono 1962 album song list for more songs and album details.