Jahaan Bhi Gaye Hum Lyrics, Singer & Song Details

Naughty Boy 1962 album cover

Naughty Boy 1962 Album Details

Shakti Samanta
None
None
Kishore Kumar, Kalpana, Sunder, Sulochana, Omprakash, Madan Puri, Praveen Bala

album songs
Jahaan Bhi Gaye Hum
Singer : Asha Bhosle, Kishore Kumar

Jahaan Bhi Gaye Hum Lyrics

Song Title = Jahaan Bhi Gaye Hum
Movie/Album = Naughty Boy 1962
Singer(s) = Asha Bhosle, Kishore Kumar

Mp3 Song Lyrics

((ASHA BHOSLE
aa = aa aa aa..
KISHORE KUMAR
jahaaN bhi gaye ham o mere hamdam
nazaaroN ki qasam, tum mile

ASHA BHOSLE
jahaaN bhi mile ham o mere hamdam
bahaaroN ki qasam, gul khile

KISHORE KUMAR
jahaaN bhi gaye ham o mere hamdam
nazaaroN ki qasam, tum mile
KISHORE KUMAR
( matvaalaa dil meraa, kahe ham yahin pe rah jaayenge

ASHA BHOSLE
in taaroN ke sahaare, isi aasmaaN pe lahraayenge ) -2

KISHORE KUMAR
jahaaN bhi gaye ham aa = o o o o
o mere hamdam aa = o o o o
nazaaroN ki qasam aa = o ho ho ho ho ho
ki = tum mile

ASHA BHOSLE
jahaaN bhi mile ham ki = o ho
o mere hamdam ki = aa
bahaaroN ki qasam ki = o
aa = gul khile
KISHORE KUMAR
aa = aa aa aa aa..
( tum hamaare, ham tumhaare
ye lukaa chhupi hai phir kis liye

ASHA BHOSLE
pyaar khoTaa yaa kharaa hai
main aazmaa rahi thi isliye ) -2
= jahaaN bhi mile ham ki = haa
o mere hamdam

ki = ho
bahaaroN ki qasam

huN

gul khile

KISHORE KUMAR
= jahaaN bhi gaye ham o mere hamdam
nazaaroN ki qasam, tum mile))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Jahaan Bhi Gaye Hum

Jahaan Bhi Gaye Hum is a song from Naughty Boy 1962. It is sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Naughty Boy 1962 album song list for more songs and album details.